[A]  [B]  [C]  [D]  [E]  [F]  [G]  [H]  [I]  [J]  [K]  [L]  [M]  [N]  [O]  [P]  [Q]  [R]  [S]  [T]  [U]  [V]  [W]  [X]  [Y]  [Z] 
Home   | Browse Movies/Albums   | Popular   | Top Rated   |Latest Songs   | Hindi Lyrics by Category    | Hindi Lyrics by Title   | Hindi Lyrics by Singer
 
AAJ KI RAAT
Din kushi kaa chhup gaya lyrics
»Send these lyrics to friend
»Printer friendly version



Rating:5.00/10 (36votes)
Din kushi kaa chhup gaya lyrics
 
AAJ KI RAAT (34 views)
Hindi Song Title: Din Kushi Kaa Chhup Gayaa
Hindi Movie/Album Name: AAJ KI RAAT
Singer(s): SURAIYA


Hindi Lyrics:
din kushi ka chhup gaya
raat gam ki aa gayi - 2
pyaar ke jahaan mein
dard ban ke chhaa gayi - 2
din kushi kaa chhup gaya
raat gam ki aa gayi - 2

yaad aa ke rah gayi pyaar ki kahaaniyaan
aansuyon mein bah gayin
pyaar ki kahaaniyaan - 2
pyaar ban ke jo khili
wo kali murajhaa gayi - 2

din kushi ka chhup gaya
raat gam ki aa gayi - 2

haay kyuun bichhad gaya - 2
dil se dil milaa huaa - 2
tuu nahin to zindagi
charaag hai bujhaa huaa - 2
do dilon ke pyaar mein
kyuun judaayi aa gayi - 2

din kushi ka chhup gaya
raat gam ki aa gayi - 2

ruuth ke chale gaye din meri bahaar ke
phuul hi bikhar gaye
zindagi ke haar ke - 2
dil ki aas tuut ke
aansuyon mein aa gayi - 2

din kushi ka chhup gaya
raat gam ki aa gayi - 2
pyaar ke jahaan mein
dard ban ke chhaa gayi - 2
Rate lyrics:
1 2 3 4 5 6 7 8 9 10


More AAJ KI RAAT lyrics
Aaj Ki Raat Mohabbat Hai Jawaan Din Kushi Kaa Chhup Gayaa Kyaa Jaane Amiri