[A]  [B]  [C]  [D]  [E]  [F]  [G]  [H]  [I]  [J]  [K]  [L]  [M]  [N]  [O]  [P]  [Q]  [R]  [S]  [T]  [U]  [V]  [W]  [X]  [Y]  [Z] 
Home   | Browse Movies/Albums   | Popular   | Top Rated   |Latest Songs   | Hindi Lyrics by Category    | Hindi Lyrics by Title   | Hindi Lyrics by Singer
 
AARTI
Bane ho ek kaak se lyrics
»Send these lyrics to friend
»Printer friendly version



Rating:5.00/10 (27votes)
Bane ho ek kaak se lyrics
 
AARTI (12 views)
Hindi Song Title: Bane Ho Ek Kaak Se
Hindi Movie/Album Name: AARTI
Singer(s): LATA MANGESHKAR


Hindi Lyrics:
bane ho ek kaak se, to duur kya qareeb kya -(3) 
lahu ka rang ek hai, amir kya garib kya 
bane ho ek ... 

vo hi jaan vo hi tan, kahaan talaq chhupaaoge -(2) 
pehan ke reshami libaaz, tum badal na jaaoge 
ke ek jaat hain sabhi -(2) 
to baat hai ajeeb si 
lahu ka rang ek hai ... 

gareeb hai vo iss liye, tum amir ho gaye -(2) 
ke ek baadshaah hua, to sau fakeer ho gaye 
khata yaha hai samaaj ki -(2) 
bhala bura naseeb kya 
lahu ka rang ek hai ... 

jo ek ho to kyon na phir, dilon ka dard baant lo -(2) 
lahu ki pyaas baant lo, ruko ki dard baant lo 
laga lo saba ko tum gale (2) 
habeeb kya, raqeeb kya 
lahu ka rang ek hai ... 

Rate lyrics:
1 2 3 4 5 6 7 8 9 10


More AARTI lyrics
Gayatri Mantra Bane Ho Ek Kaak Se Baar Baar Tohe Kya Aapne Yaad Dilaya
Santoshi Maa Aarti Om Jay Jagdish Aarti Jay Aadi Shakti Ganesh Aarti
Tumhi Ho Mata Pita Tumhi Ho Shri Hanuman Chalisa Sheran Wali Maan Om Jaye Jagdish Hare
Jaya Sadaguru Swami Jai Ganesh Jai Ganesh Naa Bhanwara Naa Koi Gul