[A]  [B]  [C]  [D]  [E]  [F]  [G]  [H]  [I]  [J]  [K]  [L]  [M]  [N]  [O]  [P]  [Q]  [R]  [S]  [T]  [U]  [V]  [W]  [X]  [Y]  [Z] 
Home   | Browse Movies/Albums   | Popular   | Top Rated   |Latest Songs   | Hindi Lyrics by Category    | Hindi Lyrics by Title   | Hindi Lyrics by Singer
 
ADHIKAR - 1938
Kahaan woh bachpan lyrics
»Send these lyrics to friend
»Printer friendly version


No Rating is given

Rating:0.00/10 (0votes)
Kahaan woh bachpan lyrics
 
ADHIKAR - 1938 (37 views)
Hindi Song Title: Kahaan Woh Bachpan
Hindi Movie/Album Name: ADHIKAR - 1938
Singer(s): PAHARI SANYAL, PANKAJ MULLICK


Hindi Lyrics:
kahaan wo bachapan ka pyaara sapana  -2 
swarg bhari wo prem ki raina  -2 
kahaan wo bachapan ka pyaara sapana 

( bagiyan mein mil-jul ke jaana 
phoolon ka wo mahal banaana )  -2 
dulhaa-dulhan ban byaah rachaana  -2 
aanchal dhal ko jan mein phirana 
pyaara sapana 
kahaan wo bachapan ka pyaara sapana 

( haay achaanak hua savera 
jag maaya ne man ko ghera )  -2 
ujad gaya wo rain basera  -2 
toot gaya hanson ka daina  -2 
kahaan wo bachapan ka pyaara sapana 

swarg bhari wo prem ki raina  -2 
kahaan wo bachapan ka pyaara sapana 

( ab wo din hain na prem ki raaten 
yaad magar hain pyaar ki baaten )  -2 
man lene ki bholi ghaaten  -2 
laaj bhare tore do naina  -2 
pyaara sapana 


Rate lyrics:
1 2 3 4 5 6 7 8 9 10


More ADHIKAR - 1938 lyrics
Barkha Ki Raat Aai Manwa Kahaan Woh Bachpan