hindilyrics.org - Ajnabee/Meri zindagi mein ajnabee
 
[A]  [B]  [C]  [D]  [E]  [F]  [G]  [H]  [I]  [J]  [K]  [L]  [M]  [N]  [O]  [P]  [Q]  [R]  [S]  [T]  [U]  [V]  [W]  [X]  [Y]  [Z] 
Home   | Browse Movies/Albums   | Popular   | Top Rated   |Latest Songs   | Hindi Lyrics by Category    | Hindi Lyrics by Title   | Hindi Lyrics by Singer
 
AJNABEE
Meri zindagi mein ajnabe lyrics
»Send these lyrics to friend
»Printer friendly version

No Rating is given

Rating:0.00/10 (0votes)
Meri zindagi mein ajnabe lyrics
 
AJNABEE (23 views)
Hindi Song Title: Meri Zindagi Mein Ajnabee
Hindi Movie/Album Name: AJNABEE
Singer(s): SUNIDHI CHAUHAN AND KUMAR SANU

Hindi Lyrics:
--FEMALE--
Na chaand ka, na taaron ka
Na phoolon ka, na bahaaron ka
Na nazaaron ka, na ishaaron ka
Na apnon ka, na begaanon ka

Meri zindagi mein ajnabi ka intezaar hai
Main kya karoon, ajnabi se mujhe pyaar hai
Voh ajnabi jaana pehchaana
Sapnon mein uska hai aana jaana
Aa ajnabi, tere liye dil yeh mera beqaraar hai

--MALE--

Khushbuon ki gali mein, in hawaaon mein dekha
Maine chehraa uska dilkash fizaaon mein dekha

--FEMALE--
Oh, bekhayaal karta hai, voh bada deewana hai
In labon ka pyaasa hai, dil ka aashiqaana hai
Bekhayaal karta hai, voh bada deewana hai

Ab to uske liye hi raat bhar jaagti hoon
Aaye ghadiya milan ki, yeh duaa maangti hoon

--MALE--
Ho, jaaneman mohabbat mein faasla zaroori hai
Dhadkanein yeh kehti hai, chaar din ki doori hai
Jaaneman mohabbat mein faasla zaroori hai

Rate lyrics:
1 2 3 4 5 6 7 8 9 10

More AJNABEE lyrics
Chaahe Kare Duniya Laakh Ek Ajnabi Hasina Se Kasam Se Teri Aankhen Kaun Main Haan Tum
Meri Zindagi Mein Ajnabee Mohabbat Naam Hai Kiska Mujhko Neend Aa Rahi Tu Sirf Mera Mehboob Maein Teri Mehbooba