Hindi Song Title: Baaki Adaye
Hindi Movie/Album Name: AMAANAT (1954)
Singer(s): GEETA
Hindi Lyrics:
(baaki adaaye dekhana ji dekhanaa, dil na churaaye dekhana ji)-2
(kahane ko bholi nazar hai, meetha meetha ye zahar hai)-2
dhokha na khana, dil na ganvana -2
dekho ji rahana bachake bachake bachake -2
baaki adaaye ...
roop ko dhoop dikhaane se, aata hai chor bulaane se
dil ka khazana, yu na lutaana -2
dekho ji rahana bachake bachake bachake
baaki adaaye ...
jo na maanoge meri baat ko, taare ginoge aadhi raat ko
ye anjana, rog purana -2
dekho ji rahana bachake bachake bachake
baaki adaaye ...
|