[A]  [B]  [C]  [D]  [E]  [F]  [G]  [H]  [I]  [J]  [K]  [L]  [M]  [N]  [O]  [P]  [Q]  [R]  [S]  [T]  [U]  [V]  [W]  [X]  [Y]  [Z] 
Home   | Browse Movies/Albums   | Popular   | Top Rated   |Latest Songs   | Hindi Lyrics by Category    | Hindi Lyrics by Title   | Hindi Lyrics by Singer
 
AMAR JYOTI
Janam janam ka hai ye na lyrics
»Send these lyrics to friend
»Printer friendly version



Rating:10.00/10 (5votes)
Janam janam ka hai ye na lyrics
 
AMAR JYOTI (65 views)
Hindi Song Title: Janam Janam Ka Hai Ye Naata
Hindi Movie/Album Name: AMAR JYOTI
Singer(s): ASHA BHOSLE


Hindi Lyrics:
janam janam ka hai ye naata tera mera saajana
saath kabhi na chhute pyaar kabhi na tute baalama

banake sharmili dulhanen saj-dhajake bahaaren aayengin
mithi-mithi si kushabu se mann ki bagiya mahakaayengin
bas geet yahi duharaayengin, amar rahega pyaar apana

main sarita tu saagar hai main badari tu saavan hai
main chhavi hoon sundar sapanon ki tu aashaaon ka darpan hai
tu maajhi main naiya teri, ye pyaar bana patavaar apana

hai preet madhur si raagini jivan bina ke taar ki
jo dekhi tere nainon mein hai amar vo jyoti pyaar ki
is paar kabhi us paar kabhi, huwa milan sau baar apana
Rate lyrics:
1 2 3 4 5 6 7 8 9 10


More AMAR JYOTI lyrics
Janam Janam Ka Hai Ye Naata Kalpana Ke Ghana Barasate