[A]  [B]  [C]  [D]  [E]  [F]  [G]  [H]  [I]  [J]  [K]  [L]  [M]  [N]  [O]  [P]  [Q]  [R]  [S]  [T]  [U]  [V]  [W]  [X]  [Y]  [Z] 
Home   | Browse Movies/Albums   | Popular   | Top Rated   |Latest Songs   | Hindi Lyrics by Category    | Hindi Lyrics by Title   | Hindi Lyrics by Singer
 
AMBER-1952
Duniya mein nahin koi ya lyrics
»Send these lyrics to friend
»Printer friendly version


No Rating is given

Rating:0.00/10 (0votes)
Duniya mein nahin koi ya lyrics
 
AMBER-1952 (8 views)
Hindi Song Title: Duniya Mein Nahin Koi Yaar
Hindi Movie/Album Name: AMBER-1952
Singer(s): LATA MANGESHKAR, RAFI


Hindi Lyrics:
lata:
duniyaa mein-2
duniyaa mein nahin koi yaar wafaadaar
zamaana sach kehata hai-2
yahaan karnaa kisi se pyaar hai bekaar
zamaana sach kehata hai-2

rafi:
dukh-dard ka hai bazaar ye sansaar
zamaana sach kehata hai-2
milana hai yahaan dushwaar dil ko qaraar
zamaana sach kehata hai-2

lata:
kar gaye who bhi ham se kinaara
jin ko basaaya mann mein
pyaar ki baazi jeet saka hai
koi na is jeevan mein-2
hoti hai yahaan har bar dil ki haar
zamaana sach kehata hai-2

rafi:
kismat ne majboor banaakar
chheen liya sukh ham se
kaaya ki is qaid mein aa kar
koun bachaa hai gham se-2
chalate hai yahaan par vaar, gham ke hazaar
zamaana sach kehata hai-2

lata:
duniyaa mein nahin koi yaar wafaadaar
zamaana sach kehata hai-2

Posted by: p u r n i m a
Rate lyrics:
1 2 3 4 5 6 7 8 9 10


More AMBER-1952 lyrics
Duniya Mein Nahin Koi Yaar Ham Pyaar Tum Hi Se Hum Tum Ye Bahaar Tutegi Na Pyaar Ki Dor