Hindi Song Title: Zindagi Jhoom Kar
Hindi Movie/Album Name: AUR PYAAR HO GAYA
Singer(s): NUSRAT FATEH ALI KHAN
Hindi Lyrics:
Aa...
Sa ni dha pa ma ...
Zindagi jhoom kar muskuraane ko hai
Zindagi jhoom kar muskuraane ko hai
Pyaar apni kahaani sunaane ko hai
Pyaar apni kahaani sunaane ko hai
Zindagi jhoom kar muskuraane ko hai
Khwaab aankhon mein lekar deewaane chale
Kya hai deewangi ye dikhaane chale
Khwaab aankhon mein lekar deewane chale
Kya hai deewangi ye dikhaane chale
Hosh khone chale jaan ganwaane chale
Ishq ki baazi lagaane ko hai
Zindagi jhoom kar muskuraane ko hai
Zindagi jhoom kar muskuraane ko hai
Pyaar apni kahaani sunaane ko hai
Pyaar apni kahaani sunaane ko hai
Zindagi jhoom kar muskuraane ko hai
Ab nigahein mili aur pyaar ho gaya
Ab nigahein mili aur pyaar ho gaya
Aur pyaar ho gaya
Aur pyaar ho gaya
Aur pyaar ho gaya
Aur pyaar ho gaya
|