Home Browse Movies/Albums Popular Top Rated Latest Songs Hindi Lyrics by Category Hindi Lyrics by Title Hindi Lyrics by Singer
Chalo bulawa aaya hain Lyrics from AVTAAR
User Rating:5.25/10 (24votes)  
Rate lyrics:
1 2 3 4 5 6 7 8 9 10

Chalo bulawa aaya hain Lyrics

This page contains the lyrics of Hindi Chalo bulawa aaya hain from the Bollywood movie 'AVTAAR'.
Movie : AVTAAR
Hindi Song : Chalo bulawa aaya hain
Songs Views : 359 views
AVTAAR- Chalo bulawa aaya hain
Hindi Song Title : Chalo Bulawa Aaya Hain
Hindi Movie/Album Name: AVTAAR
Singer(s) : ASHA BHOSLE, CHANCHAL, MAHENDRA KAPOOR


Hindi Lyrics:
maata jinko yaad kare woh log nirale hote hai maata jinka naam pukare kismat wale hote hai chalo bulawa aaya hai maata ne bulaya hai - 2 chalo bulawa aaya hain - 2 maata ne bulaya hain jai maata di chalo bulawa aaya hain maata ne bulaya hain ho... unnchhe parvat pe raani maa ne darbaar lagaya hai chalo bulawa aaya hain maata ne bulaya hain jai maata di chalo bulawa aaya hain maata ne bulaya hain saare jag mein ek thikana saare gam ke maaro ka - 2 ho.. rastaa dekh rahi hai maata apani aankh ke taaron ka - 2 ho.. mast hawaon ka ek jhonka yeh sandesaa laaya hai chalo bulawa aaya hain maata ne bulaya hain jai maata di - 3 kehte jaaon jai maata di - 3 kehte jaaon jai maata di - 2 kehte jaao aane jaane walon ko chalte jaaon tum mat dekho apne paaon ke chhalon ko - 2 ho.. jisne jitna dard saha hai utna chain bhi paaya hai chalo bulawa aaya hai maata ne bulaya hai jai maata di vaishno devi ke mandir mein - 2 log muraaden paate hai (woh rote rote aate hain hanste hanste jaate hain) - 2 ho.. main bhi maang ke dekhu jisne jo maanga woh paaya hain chalo bulawa aaya hai maata ne bulaya hai jai maata di (main bhi toh ek maa hu maata maa hi maa ko pehchane ) - 2 bete ka dukh kya hota hai aur koi yeh kya jaane ho uska khoon main dekhu kaise jisko dudh pilaya hain ho chalo bulawa aaya hai maata ne bulaya hai - 2 chalo bulawa aaya hai maata ne bulaya hai - 5 toh prem se bolo jai maata di saare bolo jai maata di - 3 vaishno raani jai maata di ham pe kalyani jai maata di maa bholi bhali jai maata di maa shero wali jai maata di jholi bhar deti jai maata di samkat har leti jai maata di jai maata di.....
Copyright © 2004-2009 hindilyrics.org All Rights Reserved. All song lyrics, logos, trademarks, album cover art, and other creative works are and remain copyright and property of their respective owners. Commercial use prohibited. www.hindilyrics.org is a not-for-profit. All advertising proceeds are used to maintain its servers
Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Chamki Jawaani from the Bollywood movie Yamla Pagla Deewana. We tried to make Chamki Jawaani Bollywood Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Chamki Jawaani Bollywood Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.