[A]  [B]  [C]  [D]  [E]  [F]  [G]  [H]  [I]  [J]  [K]  [L]  [M]  [N]  [O]  [P]  [Q]  [R]  [S]  [T]  [U]  [V]  [W]  [X]  [Y]  [Z] 
Home   | Browse Movies/Albums   | Popular   | Top Rated   |Latest Songs   | Hindi Lyrics by Category    | Hindi Lyrics by Title   | Hindi Lyrics by Singer
 
AZAAD
Apalam chapalam lyrics
»Send these lyrics to friend
»Printer friendly version



Rating:10.00/10 (3votes)
Apalam chapalam lyrics
 
AZAAD (18 views)
Hindi Song Title: Apalam Chapalam
Hindi Movie/Album Name: AZAAD
Singer(s): LATA MANGESHKAR, USHA MANGESHKAR


Hindi Lyrics:
apalam chapalam
chap laayi re duniya ko chhod
teri gali aayi re aayi re aayi re
apalam chapalam

bada majabuur kiyaa, haay! tere pyaar ne
maar diya maar diyaa, haay! tere pyaar ne
ab pachhataaye dil, haay! kit jaaye dil
kaahe ko ye aag lagaayi re lagaayi re lagaayi re
apalam chapalam

tedha medha khel hai ye pyaar jo main jaanati
bhuul ke bhi baat kabhi dil ki na maanati
dil beimaan huaa, dekho ji paraaya huaa
roye roye jaan ganvaayi re ganvaayi re ganvaayi re
apalam chapalam

daga dene vaala dekho kaisa daga de gayaa
chhod gaya yaad aur dil mera le gayaa
main ne hi qusuur kiyaa, aise ko jo dil diyaa
sudh budh sab bisaraayi re
apalam chapalam
Rate lyrics:
1 2 3 4 5 6 7 8 9 10


More AZAAD lyrics
Apalam Chapalam Jaa Ri Jaa Ri O Kaari Badariya Kaun Mil Gaya Kitani Jawaan Hai Raat
Kitna hasin hai mausam Na Bole Raadha Na Bole Re Pee Ke Daras Ko Taras Rahin Raju Chal Raju