[A]  [B]  [C]  [D]  [E]  [F]  [G]  [H]  [I]  [J]  [K]  [L]  [M]  [N]  [O]  [P]  [Q]  [R]  [S]  [T]  [U]  [V]  [W]  [X]  [Y]  [Z] 
Home   | Browse Movies/Albums   | Popular   | Top Rated   |Latest Songs   | Hindi Lyrics by Category    | Hindi Lyrics by Title   | Hindi Lyrics by Singer
 
BAABU
Gaa re man lyrics
»Send these lyrics to friend
»Printer friendly version


No Rating is given

Rating:0.00/10 (0votes)
Gaa re man lyrics
 
BAABU (43 views)
"/hindi-movie-pics/baabul - 2006.jpg" alt=" l - 2006"> Hindi Song Title: Gaa Re Man
Hindi Movie/Album Name: BAABUL - 2006
Singer(s): ALKA YAGNIK, CHORUS, KAILASH KHER, KAVITA KRISHNAMURTHY, SUDESH BHOSLE


Hindi Lyrics:
gaa re maan - 3 piyaa piyaa re gaa re maan,
har nazar hai kab se behkarar, har kisi ko tera intazaar - 2
sanse kahe rahi hai tujpe jaanon dil fidaa
gaa re maan piyaa piyaa re gaa re maan - 2

aajana tujhe pyaar pukaare saaso kaa har taar pukaare - 2

bin tere kuch nahi saajanaa
gaa re maan piyaa piyaa re gaa re maan - 2

zikra teraa hai sari mehafil mein teri tasvir hai mere dil main
tere dam se hi zindagaani hai tu mere pyaar ki kahaani hai
tu mere pyar ki kahani hai
sabke hothon pe bikhar jaaye hansi, sab ke rukhape nikhaar aa jaaye
raunke bazma laut aaye agar, meri jaan ko karaar aa jaaye

tu meri jaan mera lakht jigar, tujhpe kurban mere shamo sahar - 2
umra ho daraza teri hai yahi duaa
gaa re man piyaa piyaa re gare man - 2

yaad aane lagi hai phir teri, meri aankhen hai muntazir teri
shammaa bhi roshni ki pyaasi hai bin tere har taraf udaasi hai
bin tere har taraf udaasi hai
shammaa jal ke pighal naa jaaye kahin, raat suhaani dhal naa jaaye kahin
teraa rastaa takte takte meri jaan nikal naa jaaye kahin

tu naa kar der aaj aane mein, rang bhar mere aashiyane main - 2
tu nahin to zindagi ye zindagi hai kyaa
gaa re maan piyaa piyaa re gaa re maan - 2

aajana tujhe pyaar pukaare saaso kaa har taar pukaare
bin tere kuch nahi saajanaa aa bhi jaaaa bhi jaa
aajana tujhe pyaar pukaare saaso kaa har taar pukaare - 2
Rate lyrics:
1 2 3 4 5 6 7 8 9 10


More BAABU lyrics
Ye Mera Jeevan Baavari Piya Ki Bebasi Dard Ka Aalam Come On
Gaa Re Man Har Manzar Kehata Hai Baabul Waadaa Raahaa
Ik Cheez Maangte Hain