[A]  [B]  [C]  [D]  [E]  [F]  [G]  [H]  [I]  [J]  [K]  [L]  [M]  [N]  [O]  [P]  [Q]  [R]  [S]  [T]  [U]  [V]  [W]  [X]  [Y]  [Z] 
Home   | Browse Movies/Albums   | Popular   | Top Rated   |Latest Songs   | Hindi Lyrics by Category    | Hindi Lyrics by Title   | Hindi Lyrics by Singer
 
BAADSHAH
Baadshah o baadshah lyrics
»Send these lyrics to friend
»Printer friendly version


No Rating is given

Rating:0.00/10 (0votes)
Baadshah o baadshah lyrics
 
BAADSHAH (13 views)
Hindi Song Title: Baadshah O Baadshah
Hindi Movie/Album Name: BAADSHAH
Singer(s): ABHIJEET


Hindi Lyrics:
Aashiq hoon main kaatil bhi hoon
Sabke dilon mein shaamil bhi hoon
Aashiq hoon main kaatil bhi hoon
Sabke dilon mein shaamil bhi hoon
Aashiq hoon main kaatil bhi hoon
Sabke dilon mein shaamil bhi hoon
Dil ko churaana neendein udaana
Bas yehi mera kusoor
Vaadon se apne mukarta nahin
Marne se main kabhi darta nahin

Baadshah o baadshah
Baadshah hey baadshah
Baadshah o baadshah
Baadshah

Aashiq hoon main kaatil bhi hoon
Sabke dilon mein shaamil bhi hoon
Dil ko churaana neendein udaana
Bas yehi mera kusoor
Vaadon se apne mukarta nahin
Marne se main kabhi darta nahin

Baadshah o baadshah
Baadshah hey baadshah
Baadshah o baadshah
Baadshah

Chaaron taraf hai mere hi charche
Honthon pe hai bas mera naam
Rangon bhari subah meri
Masti mein doobi hai meri shaam
Jhoothi kahaani sacchi lage
aawargi mujhe achchhi lage
Naghme sunaana sabko nachaana
Bas yehi mera kusoor
Vaadon se apne mukarta nahin
Marne se main kabhi darta nahin

Baadshah o baadshah
Baadshah hey baadshah
Baadshah o baadshah
Baadshah

Hai ye mohabbat kamzori meri
Chaahat ki duniya pe mera raaj
Bas rab ke aage jhukta mera sar
Jhukte mere saamne takhto taaj
Andaz mera sabse juda
Main baadshahon ka baadshah
Sapne sajaana hansna hansaana
Bas yehi mera kusoor
Vaadon se apne mukarta nahin
Marne se main kabhi darta nahin

Baadshah o baadshah
Baadshah hey baadshah
Baadshah o baadshah
Baadshah

Aashiq hoon main kaatil bhi hoon
Sabke dilon mein shaamil bhi hoon
Dil ko churaana neendein udaana
Bas yehi mera kusoor
Vaadon se apne mukarta nahin
Marne se main kabhi darta nahin

Baadshah o baadshah
Baadshah hey baadshah
Baadshah o baadshah
Baadshah

Baadshah o baadshah
Baadshah hey baadshah
Baadshah o baadshah
Baadshah.
Rate lyrics:
1 2 3 4 5 6 7 8 9 10


More BAADSHAH lyrics
Aa Neele Gagan Ke Tale Rula Kar Chal Diye Baadshah O Baadshah Hum To Deewane Huay Yaar
Main Toh Hu Paagal Nahi Dil Maine Tujhko Dena Woh ladki jo sabse alag hai