hindilyrics.org - Badal/Kahin pyaar ho na jaaye
 
 
[A]  [B]  [C]  [D]  [E]  [F]  [G]  [H]  [I]  [J]  [K]  [L]  [M]  [N]  [O]  [P]  [Q]  [R]  [S]  [T]  [U]  [V]  [W]  [X]  [Y]  [Z] 
Home   | Browse Movies/Albums   | Popular   | Top Rated   |Latest Songs   | Hindi Lyrics by Category    | Hindi Lyrics by Title   | Hindi Lyrics by Singer
 
BADAL
Kahin pyaar ho na jaaye lyrics
»Send these lyrics to friend
»Printer friendly version



Rating:10.00/10 (2votes)
Kahin pyaar ho na jaaye lyrics
 
BADAL (62 views)
Hindi Song Title: Kahin Pyaar Ho Na Jaaye
Hindi Movie/Album Name: BADAL
Singer(s): SONU NIGAM & KAVITA KRISHNAMOORTHY


Hindi Lyrics:
Badal ki tarah aawara
Tere dil ka sitaara
Kabhi yahan kabhi vahan
Bhatke ye pyaar ka maara
Tere dil ka sitaara

Dil dhoondhein tu kahan jaanejaan
Oh milne se darta hai dil ikraar ho na jaaye
Oh milne se darta hai dil ikraar ho na jaaye
Na milo na milo
Na milo humse zyada kahin pyaar ho na jaaye
Kahin pyaar ho na jaaye
Kahin pyaar ho na jaaye

Oh milne se darta hai dil ikraar ho na jaaye
Oh milne se darta hai dil ikraar ho na jaaye
Na milo na milo
Na milo humse zyada kahin pyaar ho na jaaye
Kahin pyaar ho na jaaye
Kahin pyaar ho na jaaye

Betaabi kya hoti jaane na dil kya bole
Kehna bhi maane na dil
Dekho na yoon humko chaaho sanam
Chaahat ki raahon mein hain dardon gam
Kitne paas hain phir bhi door hain
Donon ishq mein kyon majboor hain
Oh nazron ka teer kahin dil ke paar ho na jaaye
Na milo na milo
Na milo humse zyada kahin pyaar ho na jaaye
Kahin pyaar ho na jaaye
Kahin pyaar ho na jaaye

Deewana karde na deewanapan kehti hai
Ishq mein na zor sanam
Jaaneman jaanejaan ye dillagi
Dekho na ban jaaye dil ki lagi
Kaisa dard hai kaisa haal hai
Ab na hosh hai ab na khayaal hai
Oh kahin jeena marna bhi dushwaar ho na jaaye
Na milo na milo
Na milo humse zyada kahin pyaar ho na jaaye
Kahin pyaar ho na jaaye
Kahin pyaar ho na jaaye

Oh milne se darta hai dil ikraar ho na jaaye
Na milo na milo
Na milo humse zyada kahin pyaar ho na jaaye
Kahin pyaar ho na jaaye
Kahin pyaar ho na jaaye

Badal ki tarah aawara
Tere dil ka sitaara
Kabhi yahan kabhi vahan
Bhatke ye pyaar ka maara
Tere dil ka sitaara

Tere dil ka sitaara
Tere dil ka sitaara
Rate lyrics:
1 2 3 4 5 6 7 8 9 10


More BADAL lyrics
Ai dil Na Mujhse Chhupa mere saanson ko Woh Woh Na Raje Yaar Mere Yaara Mere
Tujhe Dekh Ke Dil Na Milo Kahin Pyar Kahin Pyaar Ho Na Jaaye Jugni Jugni
Apne liye jeeye to kya jeeye Galiyaan Galiyaan Dhoondh Chuki Main O Anmol Pyaar Bin Mol Bike Main Raahi Bhatakne Wala Hoon
Khushi Ko Qaid Mein Do Din Ke Liye Vo Vo Na Rahe