hindilyrics.org - Chup chup ke/Mausam hai bada qaatil
 
 
[A]  [B]  [C]  [D]  [E]  [F]  [G]  [H]  [I]  [J]  [K]  [L]  [M]  [N]  [O]  [P]  [Q]  [R]  [S]  [T]  [U]  [V]  [W]  [X]  [Y]  [Z] 
Home   | Browse Movies/Albums   | Popular   | Top Rated   |Latest Songs   | Hindi Lyrics by Category    | Hindi Lyrics by Title   | Hindi Lyrics by Singer
 
CHUP CHUP KE
Mausam hai bada qaatil lyrics
»Send these lyrics to friend
»Printer friendly version


No Rating is given

Rating:0.00/10 (0votes)
Mausam hai bada qaatil lyrics
 
CHUP CHUP KE (23 views)
Hindi Song Title: Mausam Hai Bada Qaatil
Hindi Movie/Album Name: CHUP CHUP KE
Singer(s): SONU NIGAM


Hindi Lyrics:
mausam hai bada qaatil
kho jaaye na kahi aawara dil
mushkil hai badi mushkil
kho jaaye na kahi aawara dil
naa kahi sukoon hai na kahi qaraar 
kiska mujhko intezaar hain
mausam hai bada qaatil
kho jaaye na kahi aawara dil

chaand ki haseen chaandani mein jhoom loon
madbhari khili roshani mein jhoom loon
chaand ki haseen chaandani mein jhoom loon
madbhari khili roshani mein jhoom loon
ishq na sahi aashiqui mein jhoom loon
bekhudi kahe bekhudhi mein jhoom loon
chahat ki sahi mehfil kho jaaye na kahi aawara dil
mausam hai bada qaatil kho jaaye na kahi aawara dil

har taraf yahaan bahaar ka sama
dhadkanon pe hai khumaar ka samaa
hai zara zara qaraar ka sama
aayega nahi phir yeh pyar ka sama
lamhon ki jawaan manzil 
kho jaaye na kahi aawara dil
naa kahi sukoon hai na kahi qaraar 
kiska mujhko intezaar hain - 2
mausam hai bada qaatil
kho jaaye na kahi aawara dil
Rate lyrics:
1 2 3 4 5 6 7 8 9 10


More CHUP CHUP KE lyrics
Aaya Re Aaya Re Yeh Dil Tumpe Hi Aaya Re Dil Vich Lagya Ve Ghoomar Re Ghoomar Re Mausam Hai Bada Qaatil
Shabe Firaaq Hai Yeh Aankhen Yeh Kaajal