[A]  [B]  [C]  [D]  [E]  [F]  [G]  [H]  [I]  [J]  [K]  [L]  [M]  [N]  [O]  [P]  [Q]  [R]  [S]  [T]  [U]  [V]  [W]  [X]  [Y]  [Z] 
Home   | Browse Movies/Albums   | Popular   | Top Rated   |Latest Songs   | Hindi Lyrics by Category    | Hindi Lyrics by Title   | Hindi Lyrics by Singer
 
DIL
Woh ladki hai kahan lyrics
»Send these lyrics to friend
»Printer friendly version


No Rating is given

Rating:0.00/10 (0votes)
Woh ladki hai kahan lyrics
 
DIL (28 views)
Hindi Song Title: Woh Ladki Hai Kahan
Hindi Movie/Album Name: DIL CHAHTA HAI
Singer(s): SHAAN, KAVITA KRISHNAMURTHY AND SUBRAMANIAM


Hindi Lyrics:
--MALE--
Jisse dhoondta hoon main har kahin
Jo kabhi mili mujhe hai nahin
Mujhe jiske pyaar par ho yakeen
Woh ladki hai kahan
Jisse sirf mujhse hi pyaar ho
Jo yeh kehne ko bhi taiyyaar ho
Suno tum hi mere dildaar ho
Woh ladki hai kahan

--FEMALE--
Jo tumhaare khwaabon mein hain basi
Woh haseen murti pyaar ki 
Milegi tumhe kabhi na kabhi 
Zara dekho yahan wahan
Chalo dhoondte hain hum tum kahin
Woh pari woh hoor woh naazneen
Jisse dekho to kaho tum vahi
Arre yeh to hain yahan

--MALE--
Jaane kyoon khayaal aaya mujhe 
Ke woh ladki kahin tum to nahin
Tum mein hain woh saari khubiyaan
Tha jinko dhoondta main har kahin

--FEMALE--
Tumhe dhoka lagta hai ho gaya
Mujhe hain samajh liya jaane kya 
Na main hoon pari, na main apsara 
Karo tum na yeh ghumaan

--MALE--
Jisse dhoondta hoon main har kahin
Jo kabhi mili mujhe hai nahin
Mujhe jiske pyaar par ho yakeen
Woh ladki hai kahan

Maan lo agar main yeh kahoon 
Ke mere khwaabon mein tum hi to ho
Jaan lo, mera armaan hai
Ke mere saath hi ab tum raho

--FEMALE--
Mujhe tumne kya yeh samjha diya 
Mera dil ko jaise dhadka diya 
Mere tan badan ko pighla diya 
Woh sunaaye daastaan

--MALE--
Jisse dhoondta hoon main har kahin
Jo kabhi mili mujhe hai nahin
Mujhe jiske pyaar par ho yakeen

--FEMALE--
Woh ladki hai kahan

--MALE--
Woh ladki hai yahan

--FEMALE--
Woh ladki hai kahan

--MALE--
Woh ladki hai yahan

--FEMALE--
Woh ladki hai kahan

--MALE--
Woh ladki hai yahan

--FEMALE--
Woh ladki hai kahan

--MALE--
Woh ladki hai yahan
Rate lyrics:
1 2 3 4 5 6 7 8 9 10


More DIL lyrics
Yeh Jo Mohabbat Hai Le gayee le gayee, Dil le gayee le gayee Ek duje ke vaaste DIL TO PAGAL HAI
Chaand ne kucch kaha raat ne kuchh suna Bholi si soorat ARRE RE ARRE (II) ARRE RE ARRE (I)
Nazar Bachakar Mujeh Kitna Pyar Hai O Dholna Wada Na Tod
Barsaat Bhi Aakar Yaadon Ki Baaraat Tere Bina Zindagi Se Raat Kali Ek Khwaab
O Haseena Zulfonwali O Hansini Mere Samnewali Khidki Mein Kya Jaanoon Sajan