[A]  [B]  [C]  [D]  [E]  [F]  [G]  [H]  [I]  [J]  [K]  [L]  [M]  [N]  [O]  [P]  [Q]  [R]  [S]  [T]  [U]  [V]  [W]  [X]  [Y]  [Z] 
Home   | Browse Movies/Albums   | Popular   | Top Rated   |Latest Songs   | Hindi Lyrics by Category    | Hindi Lyrics by Title   | Hindi Lyrics by Singer
 
EHSAAS
Ek baar pyaar lyrics
»Send these lyrics to friend
»Printer friendly version


No Rating is given

Rating:0.00/10 (0votes)
Ek baar pyaar lyrics
 
EHSAAS (25 views)
Hindi Song Title: Ek Baar Pyaar
Hindi Movie/Album Name: EHSAAS
Singer(s): SUNIDHI CHAUHAN, SONU NIGAM


Hindi Lyrics:
Ek Baar Pyaar Mujhe De De Yaar 
Ho Mera Ho Jaa Naa Ho Jaa Naa
Tera Mera Pyaar Hai To 
Zindagi Mein Hain Bahaar Rozana Rozana
Deewane Mastane Deewane Mastane 
Shama Ke Parwane Pyaar Kar Aise
Ke Dekhe Jahan
Ek Baar Bas Ek Baar Bas Ek Baar
Pyaar Mujhe De De Yaar
Ho Mera Ho Jaa Naa Ho Jaa Naa
Tera Mera Pyaar Hai To 
Zindagi Mein Hain Bahaar Rozana

Aaj Sochte Ho Kal Kal Yeh Sochte Ho Kal
Yunhi Aaj Kal Mein Kho Rahe Ho Zindagi Ke Pal
Ishq Aag Hai To Jal Ishq Shaam Hai To Dhal
Ho Ishq Ke Liye Hai Dil Dubne Ke Saath Chal
Raahon Mein Manzil Hai
Raahon Mein Manzil Hai 
Aasaan Yeh Mushkil Hai
Manzil Ko Paa Le Yaar Sochta Hai Kya
Ek Baar Bas Ek Baar
Pyaar Mujhe De De Yaar
Ho Mera Ho Jaa Naa Ho Jaa Naa
Tera Mera Pyaar Hai To 
Zindagi Mein Hain Bahaar Rozana

Hum Jawan Hai Dil Jawan Uspe Khoob Yeh Samaan
Lagta Hai Rahegi Aaj Banke Koi Daastaan
Baat Aisi Hai To Chal Hai Naya Naya Yeh Pal
Isne Ise Pal Ko Chuke Zindagi Ko De Badal
Kaisi Yeh Khushboo Hai
Kaisi Yeh Khushboo Hai
Kaisa Yeh Jadoo Hai
Chuke Dekh Le Mohabbaton Ke Aasmaan
Ek Baar Bas Ek Baar Ek Baar
Pyaar Mujhe De De Yaar
Ho Mera Ho Jaa Naa Ho Jaa Naa
Tera Mera Pyaar Hai To 
Zindagi Mein Hain Bahaar Rozana Rozana
Deewane Mastane Deewane Mastane 
Shama Ke Parwane Pyaar Kar Aise
Ke Dekhe Jahan
Ek Baar Yaar Mera Ho Jaana
Tera Mera Pyaar Hai To 
Zindagi Mein Hain Bahaar Rozana Rozana
Happy New Year Happy New Year
Happy New Year Happy New Year
Rate lyrics:
1 2 3 4 5 6 7 8 9 10


More EHSAAS lyrics
Ek Baar Pyaar Juhi Ne Dil Manga Kuch Kehna Hai Yeh Din Bachpan Ke
Yeh Kaisa Ehsaas Hai