hindilyrics.org - Ek main ek tum/Dub dub tu apani dhadkano ko
 
 
[A]  [B]  [C]  [D]  [E]  [F]  [G]  [H]  [I]  [J]  [K]  [L]  [M]  [N]  [O]  [P]  [Q]  [R]  [S]  [T]  [U]  [V]  [W]  [X]  [Y]  [Z] 
Home   | Browse Movies/Albums   | Popular   | Top Rated   |Latest Songs   | Hindi Lyrics by Category    | Hindi Lyrics by Title   | Hindi Lyrics by Singer
 
EK MAIN EK TUM
Dub dub tu apani dhadkan lyrics
»Send these lyrics to friend
»Printer friendly version



Rating:5.50/10 (20votes)
Dub dub tu apani dhadkan lyrics
 
EK MAIN EK TUM (26 views)
Hindi Song Title: Dub Dub Tu Apani Dhadkano Ko
Hindi Movie/Album Name: EK MAIN EK TUM
Singer(s): UNKNOWN


Hindi Lyrics:
Dub dub…

Tu apni dhadkano ko zara sunke yeh bata
Tu apni dhadkano ko zara sunke yeh bata
Kya mere jaisa tera dil bhi dhadakta hai
Tu apni dhadkano ko zara sunke yeh bata
Kya mere jaisa tera dil bhi dhadakta hai
Gaati hain jab hawayein, chhaati hain ghatayein
Gaati hain jab hawayein, chhaati hain ghatayein
Kya mere jaisa tera mann bhi machalta hai

Mere dil ke paas aake khud sun le saathiya
Mere dil ke paas aake khud sun le saathiya
Dil banke meri jaan mein tu hi to dhadakta hai
Jab manchali fizayein khushboo mein nahayein
Jab manchali fizayein khushboo mein nahayein
Haan tere jaisa mera mann bhi machalta hai
Mere dil ke paas aake khud sun le saathiya

Jaane yeh kaisa pyaar hai, pal pal dil beqeraar hai
Saansein teri saanson mein ghuli
Chhaane lagi mujhpe bekhudi

Jaan-e-wafa itna bata, hai ishq mein kaisa nasha
Kya mere jaisa tera mann bhi behekta hai

Tu apni dhadkano ko zara sunke yeh bata

Dil pe qaboo nahi mera, jabse yeh ho gaya tera
Halka halka khumaar hai, jaanam kya yeh hi pyaar hai

Kya ho gaya mujhe kya pata
Tu hi zara chhoo kar bata
Kya mere jaisa tera tann bhi sulaghta hai
Tu apni dhadkano ko zara sunke yeh bata

Mere dil ke paas aake khud sun le saathiya

Tu apni dhadkano ko zara sunke yeh bata

Mere dil ke paas aake khud sun le saathiya

Posted By : Mastani Laila
Rate lyrics:
1 2 3 4 5 6 7 8 9 10


More EK MAIN EK TUM lyrics
Dub Dub Tu Apani Dhadkano Ko Ishq Hai Behaya Sau Chand Lage Jab Sunday Monday