Hindi Song Title: Saiya Le Gayi Jiya
Hindi Movie/Album Name: EK PHOOL DO MALI
Singer(s): ASHA BHOSLE
Hindi Lyrics:
saiya le gayi jiya teri pehli nazar - 2
kaisa jaadu kina tune mope o jadugar
saiya le gayi jiya teri pehli nazar
kaisa jaadu kina tune mope o jadugar
saiya le gayi jiya teri pehli nazar
(pehle laga tu ek sapna sa
ab toh lage tu mohe apna sa) - 2
le chal haath pakad ke sajna chahe jidhar
saiya le gayi jiya teri pehli nazar
kaisa jaadu kina tune mope o jadugar
saiya le gayi jiya teri pehli nazar
(aa gayi balam teri baato mein
kya hain na jaane teri aankho mein) - 2
bhool gayi mein pyar mein teri apni dagar
saiya le gayi jiya teri pehli nazar
kaisa jaadu kina tune mope o jadugar
saiya le gayi jiya teri pehli nazar
(jaanu ke tu harjaai hain
sochu kyo aankh milaai re) - 2
lekin tujhko dekh bina rahe na kutch bhi khabar
saiya le gayi jiya teri pehli nazar
kaisa jaadu kina tune mope o jadugar
saiya le gayi jiya teri pehli nazar - 2
|