Home Browse Movies/Albums Popular Top Rated Latest Songs Hindi Lyrics by Category Hindi Lyrics by Title Hindi Lyrics by Singer
Gudiyaan tujh par ik pal Lyrics from KAHAANI GUDIYA KI
User Rating:8.00/10 (1votes)  
Rate lyrics:
1 2 3 4 5 6 7 8 9 10

Gudiyaan tujh par ik pal Lyrics

This page contains the lyrics of Hindi Gudiyaan tujh par ik pal from the Bollywood movie 'KAHAANI GUDIYA KI'.
Movie : KAHAANI GUDIYA KI
Hindi Song : Gudiyaan tujh par ik pal
Songs Views : 309 views
KAHAANI GUDIYA KI- Gudiyaan tujh par ik pal
Hindi Song Title : Gudiyaan Tujh Par Ik Pal
Hindi Movie/Album Name: KAHAANI GUDIYA KI
Singer(s) : JAGJIT SINGH


Hindi Lyrics:
gudiyaan tujh par ik pal hasana ik pal rona aaye - 2 waqt bana woh bachcha jisake haath khilauna aaye ik pal aaye, ik pal rona aaye - 2 aisi chali haalaat ki aandhi bujh gayi mann ki jyoti - 2 armaano ki doriyaan tuti bikhar gaye sab moti tere ashkon ko maala mein - 2, kise pirona aaye, kise pirona aaye ik pal aaye, ik pal rona aaye - 2 tera koi jor chale na iss duniya ke aage - 2 tujh par apana hukum chalaaye rasmo riwaaj ke dhaage teri majboori ko - 2, ghum ka bojh hi dhona aaye waqt bana woh bachcha jisake haath khilauna aaye ik pal aaye, ik pal rona aaye - 2 sabne shor machaakar keh di apani apani baat - 2 baithi rahi ghaamosh si gudiyaan dil par rakh kar haath paar lagaana koi na jaane - 2, sabko dubona aaye, sabko dubona aaye ik pal aaye, ik pal rona aaye - 2 kaash kabhi kaanoon ki devi aankh se patti kholein - 2 dekh ke sab insaaf karein woh sach ko baraabar tolein rasmon ke sang jajabon ko bhi - 2, use samona aaye waqt bana woh bachcha jisake haath khilauna aaye ik pal aaye, ik pal rona aaye - 2 gudiyaan tujh par ik pal hasana ik pal rona aaye waqt bana woh bachcha jisake haath khilauna aaye ik pal aaye, ik pal rona aaye - 2 Hindi Song Title : Gudiyaan Tujh Par Ik Pal
Hindi Movie/Album Name: KAHAANI GUDIYA KI
Singer(s) : JAGJIT SINGH


Hindi Lyrics:
gudiyaan tujh par ik pal hasana ik pal rona aaye - 2 waqt bana woh bachcha jisake haath khilauna aaye ik pal hasana aaye, ik pal rona aaye - 2 aisi chali haalaat ki aandhi bujh gayi mann ki jyoti - 2 armaano ki doriyaan tuti bikhar gaye sab moti tere ashkon ko maala mein - 2, kise pirona aaye, kise pirona aaye ik pal hasana aaye, ik pal rona aaye - 2 tera koi jor chale na iss duniya ke aage - 2 tujh par apana hukum chalaaye rasmo riwaaj ke dhaage teri majboori ko - 2, ghum ka bojh hi dhona aaye waqt bana woh bachcha jisake haath khilauna aaye ik pal hasana aaye, ik pal rona aaye - 2 sabne shor machaakar keh di apani apani baat - 2 baithi rahi ghaamosh si gudiyaan dil par rakh kar haath paar lagaana koi na jaane - 2, sabko dubona aaye, sabko dubona aaye ik pal hasana aaye, ik pal rona aaye - 2 kaash kabhi kaanoon ki devi aankh se patti kholein - 2 dekh ke sab insaaf karein woh sach ko baraabar tolein rasmon ke sang jajabon ko bhi - 2, use samona aaye waqt bana woh bachcha jisake haath khilauna aaye ik pal hasana aaye, ik pal rona aaye - 2 gudiyaan tujh par ik pal hasana ik pal rona aaye waqt bana woh bachcha jisake haath khilauna aaye ik pal hasana aaye, ik pal rona aaye - 2
Copyright © 2004-2009 hindilyrics.org All Rights Reserved. All song lyrics, logos, trademarks, album cover art, and other creative works are and remain copyright and property of their respective owners. Commercial use prohibited. www.hindilyrics.org is a not-for-profit. All advertising proceeds are used to maintain its servers
Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Chamki Jawaani from the Bollywood movie Yamla Pagla Deewana. We tried to make Chamki Jawaani Bollywood Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Chamki Jawaani Bollywood Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.