[A]  [B]  [C]  [D]  [E]  [F]  [G]  [H]  [I]  [J]  [K]  [L]  [M]  [N]  [O]  [P]  [Q]  [R]  [S]  [T]  [U]  [V]  [W]  [X]  [Y]  [Z] 
Home   | Browse Movies/Albums   | Popular   | Top Rated   |Latest Songs   | Hindi Lyrics by Category    | Hindi Lyrics by Title   | Hindi Lyrics by Singer
 
KHAAMOSHI
Baahon ke darmiyaan lyrics
»Send these lyrics to friend
»Printer friendly version


No Rating is given

Rating:0.00/10 (0votes)
Baahon ke darmiyaan lyrics
 
KHAAMOSHI (4 views)
Hindi Song Title: Baahon Ke Darmiyaan
Hindi Movie/Album Name: KHAAMOSHI
Singer(s): ALKA YAGNIK & HARIHARAN


Hindi Lyrics:
Baahon ke darmiyaan do pyaar mil rahe hain
Baahon ke darmiyaan do pyaar mil rahe hain
Jaane kya bole mann dole sunke badan
Dhadkan bani zubaan

Baahon ke darmiyaan do pyaar mil rahe hain
Jaane kya bole mann dole sunke badan
Dhadkan bani zubaan
Baahon ke darmiyaan 

Khulte badn hote labhon ki ye ankahi
Khulte badn hote labhon ki ye ankahi
Mujhse keh rahi hai ki badhne de bekhudi
Mil yoon ki daud jaayein nas nas mein bijliyaan

Baahon ke darmiyaan do pyaar mil rahe hain
Jaane kya bole mann dole sunke badan
Dhadkan bani zubaan
Baahon ke darmiyaan 

Aasmaan ko bhi ye haseen raaz hai pasand
Aasmaan ko bhi ye haseen raaz hai pasand
Uljhi uljhi saanson ki aawaaz hai pasand
Moti luta rahi hai saawan ki badliyaan

Baahon ke darmiyaan do pyaar mil rahe hain
Baahon ke darmiyaan do pyaar mil rahe hain
Jaane kya bole mann dole sunke badan
Dhadkan bani zubaan
Baahon ke darmiyaan .
Rate lyrics:
1 2 3 4 5 6 7 8 9 10


More KHAAMOSHI lyrics
Aaj Main Oopar Baahon Ke Darmiyaan Jaana Suno Hum Tum Pe Kal Chaudvin Ki Raat Thi
Mausam Ki Sargam Ko Saagar Kinaare Do Dil