[A]  [B]  [C]  [D]  [E]  [F]  [G]  [H]  [I]  [J]  [K]  [L]  [M]  [N]  [O]  [P]  [Q]  [R]  [S]  [T]  [U]  [V]  [W]  [X]  [Y]  [Z] 
Home   | Browse Movies/Albums   | Popular   | Top Rated   |Latest Songs   | Hindi Lyrics by Category    | Hindi Lyrics by Title   | Hindi Lyrics by Singer
 
KHALNAYAK
Pyar ki ganga bahe lyrics
»Send these lyrics to friend
»Printer friendly version


No Rating is given

Rating:0.00/10 (0votes)
Pyar ki ganga bahe lyrics
 
KHALNAYAK (10 views)
Hindi Song Title: Pyar Ki Ganga Bahe
Hindi Movie/Album Name: KHALNAYAK
Singer(s): KUMAR SANU


Hindi Lyrics:
sun sun sun mere nanhe sun, sun sun sun mere munne sun 
pyar ki ganga bahein desh mein ekaa rahein 
sun sun sun meri nanhi sun, sun sun sun meri munni sun 
pyar ki ganga bahein desh mein ekaa rahein 
bhasm kaali raat ho roshani ki baat ho 
dosti ki baat ho zindagi ki baat ho 
baat ho insaan ki baat hindustaan ki 
saara bhaarat ye kahein pyaar ki ganga bahein 
pyar ki ganga bahein desh mein ekaa rahein 

ab na dushmani palein ab na koi ghar jalein 
ab nahi ujade suhaag ab nahi failein ye aag 
ab na ho bachhe anaath ab na ho nafarat ki ghaat 
saara bhaarat ye kahein pyaar ki ganga bahein 
pyar ki ganga bahein desh mein ekaa rahein 
saare bachche bachchiyaa saare budhe aur jawa yaane sab hindustan 
ek manjil par milein ek saath phir chalein 
ek saath phir rahein (ek saath phir kahein - 2) phir kahein 
pyar ki ganga bahein desh mein ekaa rahein - 2 
desh mein ekaa rahein saara bharat ye kahein 
saara bharat ye kahein desh mein ekaa rahein 
Rate lyrics:
1 2 3 4 5 6 7 8 9 10


More KHALNAYAK lyrics
Aaja Sajan Aaja Mere Achhe Sajan Aisi Teri Yaad Aati Hai Choli Ke Peechhe Kya Hai Der Se Aana Jaldi Jaana
Koi Rok Sake To Rok Le Nayak Nahi Khalnayak Hai Tu Nayak Nahi Khalnayak Hu Main O Maa Tujhe Salaam
Pyar Ki Ganga Bahe