Hindi Lyrics:
(dil mein sama ja, dil mein sama ja, dil mein sama ja) - 2
(kaamosh hai jahaan madahosh hai fizaan) ] - 2
(dil mein sama ja, dil mein sama ja, dil mein sama ja) - 2
(a dil mein sama ja, aa dil mein sama ja) - 2
hmm mmm mmm mmm
ai jaan-e-jahaan jaan-e-jigar jaan-e-tamanna
sadqe tere dharati mera samaan-e-tamanna
samaan-e-tamanna, ai naaz-e-saraapa
aa dil mein sama ja
mm mm hmm mm mm
(sun mast ada mast nazar mast javaani) - 2
ai jaam-e-muhabbat hamein ye rakt-r-javaani
pi aur pila ja
aa dil mein sama ja - 2