Hindi Lyrics:
kya muhabbat ka yahi anjaam hai
kya muhabbat
kya muhabbat ka yahi anjaam hai
saikadon gam
saikadon gam ek dil-e-naakaam hai - 2
kis qadar taariq hai duniya meri - 2
subah bhi meri nazar mein shaam hai
subah bhi me
subah bhi meri nazar mein shaam hai
dhadaknon se dil ki ye samajha huun main - 2
zindagi bechainiyon ka naam hai
zindagi be
zindagi bechainiyon ka naam hai
dil ki barabaadi pe kush huun isaliye - 2
aaj phir tera zabaan par naam hai
aaj phir te
aaj phir tera zabaan par naam hai
kya muhabbat ka yahi anjaam hai