Hindi Song Title: Sajanava Prem Kahaani
Hindi Movie/Album Name: O JANEWALE
Singer(s): SHAMSHAD, MUKESH
Hindi Lyrics:
sha : ( sajanava prem-kahaani ) -2 o dheere-dhiire kahana
prem ki galiyaan rang-rangeeli daalee-daali par hai laali
sajanava prem-kahaani ...
mu : ( ab jeevan mein ) -2 aai bahaar kaliyaan khili hain hazaar
sha : jaag utha hai man mein pyaar aai kushi ki bahaar
sajanava prem-kahaani ...
mu : kalee-kali muskaai chaandani sharamaai
sha : preet laga ke chhod na jaana o baalam harajaai
sajanava prem-kahaani ...
|