[A]  [B]  [C]  [D]  [E]  [F]  [G]  [H]  [I]  [J]  [K]  [L]  [M]  [N]  [O]  [P]  [Q]  [R]  [S]  [T]  [U]  [V]  [W]  [X]  [Y]  [Z] 
Home   | Browse Movies/Albums   | Popular   | Top Rated   |Latest Songs   | Hindi Lyrics by Category    | Hindi Lyrics by Title   | Hindi Lyrics by Singer
 
PARBAT
Pyaar bhari in aankhon n lyrics
»Send these lyrics to friend
»Printer friendly version


No Rating is given

Rating:0.00/10 (0votes)
Pyaar bhari in aankhon n lyrics
 
PARBAT (27 views)
Hindi Song Title: Pyaar Bhari In Aankhon Ne
Hindi Movie/Album Name: PARBAT
Singer(s): LATA, GEETA DUTT


Hindi Lyrics:
lata:
pyaar bhari in aankhon ne
aajaa tujh ko yaad kiyaa
ho..o...o..pyaar bhari in aankhon ne

lata:
aajaa, ke bahaaren meri hain
gulshan pe jawaani tujh se hai
bechain duaaen kaheti hain
duniyaa hi suhaani tujh se hai
ho suhaani tujh se hai
ho pyaar ke sundar sapanon ko
jaa ke kyun barabaad kiyaa -2

Geeta:
o pyaar bhari in aankhon ne

lata:
aa jaayen bahaaren ham ko kya
ithalaayen hawaayen ham ko kya -2

Geeta:
fariyaad hamaari kahati hai
itaaraayen fizaaen ham ko kya
o fizaaen ham ko kya
o pyaar ke maare is dil ne
phir bhi tujh ko yaad kiya -2

lata:
o pyaar bhari in aankhon ne

Geeta:
aa jaao, khizaan ka phool hain ham
ikataar ki aisi dhool hain ham
faake hi likhen hain qisamat men
fariyaad tumhaari hain haradam
o tumhaari hain haradam
o pyaar ki manzil par aa ke
aaj hamen naashaad kiya -2

lata:
o pyaar bhari in aankhon ne

Posted by: p u r n i m a
Rate lyrics:
1 2 3 4 5 6 7 8 9 10


More PARBAT lyrics
Pyaar Bhari In Aankhon Ne