[A]  [B]  [C]  [D]  [E]  [F]  [G]  [H]  [I]  [J]  [K]  [L]  [M]  [N]  [O]  [P]  [Q]  [R]  [S]  [T]  [U]  [V]  [W]  [X]  [Y]  [Z] 
Home   | Browse Movies/Albums   | Popular   | Top Rated   |Latest Songs   | Hindi Lyrics by Category    | Hindi Lyrics by Title   | Hindi Lyrics by Singer
 
RAAMPUR KA LAKSHMAN
Ghum hai kisi ke pyaar m lyrics
»Send these lyrics to friend
»Printer friendly version


No Rating is given

Rating:0.00/10 (0votes)
Ghum hai kisi ke pyaar m lyrics
 
RAAMPUR KA LAKSHMAN (17 views)
Hindi Song Title: Ghum Hai Kisi Ke Pyaar Mein
Hindi Movie/Album Name: RAAMPUR KA LAKSHMAN
Singer(s): LATA MANGESHKAR, KISHORE KUMAR


Hindi Lyrics:
Hmm hm hm hmm hmm hmm
Haan, kya kahaa?

Ghum hai kisi ke pyaar mein dil subah shaam
Par tumhe likh nahin paaon main uska naam
Haaye raam, haaye ram
Kuchh likhaa?
Haan
Kyaa likhaa? 
Ghum hai kisi ke pyaar mein dil subah shaam
Par tumhe likh nahin paaon main uska naam
Haaye raam, haaye raam
Achchhaa, aage kyaa likhoon?
Aage? 

Socha hai ek din main use milke
Keh daalon apne sab haal din ke
Aur kardoon jeevan uske hawale
Phir chhod de chaahe apna bana le
Main to uska re hua deewana
Ab to jaisa bhi mera ho anjaam
Ho ghum hai kisi ke pyaar mein dil subah shaam
Par tumhe likh nahin paaon main uska naam
Haaye raam, haaye raam
Likh liyaa?
Haan
Zaraa padhake to sunaao na

Chaaha hai tumne jis baawri ko 
Woh bhi sajanwa chaahe tumhi ko
Naina uthaae to pyaar samjho 
Palken jhukaa de to ikraar samjho
Rakhti hai kabse chupa chupa ke 
Kyaa?
Apne hoton mein piya tera naam
Ho ghum hai kisi ke pyaar mein dil subah shaam
Par tumhe likh nahin paaon main uska naam
Ho ghum hai kisi ke pyaar mein dil subah shaam
Par tumhe likh nahin paaon main uska naam
Haaye raam, haaye raam 
Rate lyrics:
1 2 3 4 5 6 7 8 9 10


More RAAMPUR KA LAKSHMAN lyrics
Ghum Hai Kisi Ke Pyaar Mein Pyar ka Samay Raampur Ka Vaasi Hu Main