Hindi Song Title: Saawan Beeta Jaaye
Hindi Movie/Album Name: SAANJH AUR SAVERA
Singer(s): RAFI, SUMAN KALYANPUR
Hindi Lyrics:
ajahun na aaye baalamaa, saavan beeta jaaye
haay re saavan beeta jaaye
neend bhi ankhiyan dvaar na aaye
tose milan ki aas bhi jaaye
aai bahaar khile phulava
more sapane kaun sajaaye
aa ... ajahun ...
chaand ko badara garava lagaaye
aur bhi more man lalachaaye
yaar haseen gale lag ja
mori umr guzarati jaaye
aa ... ajahun ...
|