[A]  [B]  [C]  [D]  [E]  [F]  [G]  [H]  [I]  [J]  [K]  [L]  [M]  [N]  [O]  [P]  [Q]  [R]  [S]  [T]  [U]  [V]  [W]  [X]  [Y]  [Z] 
Home   | Browse Movies/Albums   | Popular   | Top Rated   |Latest Songs   | Hindi Lyrics by Category    | Hindi Lyrics by Title   | Hindi Lyrics by Singer
 
SAATHI - 1991
Yaraana yaar ka lyrics
»Send these lyrics to friend
»Printer friendly version


No Rating is given

Rating:0.00/10 (0votes)
Yaraana yaar ka lyrics
 
SAATHI - 1991 (44 views)
Hindi Song Title: Yaraana Yaar Ka
Hindi Movie/Album Name: SAATHI - 1991
Singer(s): KUMAR SANU, VIPIN SACHDEVA


Hindi Lyrics:
zameen-o-aasamaan mil jaaye ye toh phit bhi mumkin hain 
magar ek yaar duniya mein badi mushkil se milata hain 
yaarana yaar ka na kabhi chhutega - 2 
tera naam le lekar mera dum tutega yaarana yaar ka na kabhi chhutega 

jahaan gire pasina tera main to khoon baha dunga - 2 
tu hi tu hai dil mein mere chir ke dil dikhala dunga 
ke roothu jo tujhase main to khuda roothega 
tera naam le lekar mera dum tutega yaarana yaar ka na kabhi chhutega 

ek hai apane sapne saathi tu jaane main jaanu - 2 
sapane dil ke ek iraade chehare se pehchaanu 
apana pyaar mere yaar koi kya lutega 
tera naam le lekar mera dum tutega yaarana yaar ka na kabhi chhutega 
tera naam le lekar mera dum tutega 
 
  
Rate lyrics:
1 2 3 4 5 6 7 8 9 10


More SAATHI - 1991 lyrics
Aaisa Bhi Waqt Jeevan Mein Aata Hai Aaj Hum Tum O Sanam Har Ghadi Bekhudi Yaraana Yaar Ka
Zindagi Ki Talash Mein