Hindi Song Title: O Saathiya O Mere Sathiya
Hindi Movie/Album Name: MOHABBAT HO GAYI HAIN TUMSE
Singer(s): SHAAN, SHREYA GHOSHAL
Hindi Lyrics:
(o saathiya o mere saathiya
tohfa mujhe pyaar ka tune diya) - 2
apna mujhe keh diya sapna mera sach kiya
karta hu main dil se tera shukriya
o saathiya o mere saathiya
tohfa mujhe pyaar ka tune diya
aasma ke farishtey apna dil tham lenge
huzur ka zikra hoga toh sab tera naam lenge
aaisi baate karo na sharm aati hain mujhko
saans thamne lagi hain yu churao na mujhko
o saathiya o mere saathiya
tohfa mujhe pyaar ka tune diya
meri duniya mein jana jo tu aayi na hoti
toh mere rab ne bhi duniya banai na hoti
tune bhi mujhse nazarein jo milayi na hoti
toh meri zindagi bhi muskurai na hoti
o saathiya o mere saathiya
tohfa mujhe pyaar ka tune diya
o saathiya o mere saathiya
tohfa mujhe pyaar ka tune diya
apna mujhe keh diya sapna mera sach kiya
karti hu main dil se tera shukriya
| |
Hindi Song Title: O Saathiya(Male)
Hindi Movie/Album Name: SAAYA
Singer(s): UDIT NARAYAN
Hindi Lyrics:
o saathiyaa, o saathiyaa
( aayee jo teri yaad, dil ne ki dil se baat
liyaa teraa naam, phir mahki shaam
yaadoN ne teri ye kyaa kiyaa
dil churaa liyaa, saathiyaa -2 ) -2
aaNkhoN ne dekhe, phir se vohi manzar
jo ho gaye the ek pal mein hi gum
yaadoN mein khoke, kyuN aisaa lagaa bas
phir aa gaye, meri baahoN mein tum
tanhaa hai tere bin, mushkil hai kitne din
liyaa teraa naam, phir mahki shaam
yaadoN ne teri ye kyaa kiyaa
dil churaa liyaa, saathiyaa -2
haaN.. dil churaa liyaa, saathiyaa
ye tanhaai aur ye bechaini
jeete jee dekh le, le na jaan
bas chup rahke, aur sab kuchh sahke
jeenaa bhi hai hamen ab yahaaN
TooTaa hai teraa saath, yaaden hain mere paas
liyaa teraa naam, phir mahki shaam
yaadoN ne teri ye kyaa kiyaa
dil churaa liyaa, saathiyaa -2
aayee jo teri yaad, dil ne ki dil se baat
liyaa teraa naam, phir mahki shaam
yaadoN ne teri ye kyaa kiyaa
dil churaa liyaa, saathiyaa -2
haaN.. dil churaa liyaa saathiyaa
| |
Hindi Song Title: O saathiya
Hindi Movie/Album Name: SAAYA
Singer(s): SHREYA GHOSHAL
Hindi Lyrics:
o saathiyaa, o saathiyaa
aayee jo teri yaad, dil ne ki dil se baat
liyaa teraa naam, phir mahki shaam
yaadoN ne teri ye kyaa kiyaa
dil churaa liyaa, saathiyaa -2
aayee jo teri yaad, dil ne ki dil se baat
liyaa teraa naam, phir mahki shaam
yaadoN ne teri ye kyaa kiyaa
dil churaa liyaa, saathiyaa
haaN.. dil churaa liyaa, saathiyaa
aaNkhoN ne dekhe, phir se vohi manzar
jo ho gaye the ek pal mein hi gum
yaadoN mein khoke, kyuN aisaa lagaa bas
phir aa gaye, meri baahoN mein tum
tanhaa hai tere bin, mushkil hai kitne din
liyaa teraa naam, phir mahki shaam
yaadoN ne teri ye kyaa kiyaa
dil churaa liyaa, saathiyaa -2
ye tanhaai aur ye bechaini
jeete jee dekh le, le na jaan
bas chup rahke, aur sab kuchh sahke
jeenaa bhi hai hamen ab yahaaN
TooTaa hai teraa saath, yaaden hain mere paas
liyaa teraa naam, phir mahki shaam
yaadoN ne teri ye kyaa kiyaa
dil churaa liyaa, saathiyaa -2
aayee jo teri yaad, dil ne ki dil se baat
liyaa teraa naam, phir mahki shaam
yaadoN ne teri ye kyaa kiyaa
dil churaa liyaa, saathiyaa -2
| |
Hindi Song Title: O Saathiya O Bailiya - Version 2
Hindi Movie/Album Name: SAAYA
Singer(s): UDIT NARAYAN, ALKA YAGNIK
Hindi Lyrics:
O saathiya, o bailiya
dekhi hain pehli baar, akhoon mein ye bahaar,
ruth mast mast ye din ye waqt,
mausam ne kya jaadu kiya.
(dil chura liyaa saathiya)-2
Female:
dekhi hain pehli baar, akhoon mein ye bahaar,
ruth mast mast ye din ye waqt,
mausam ne kya jaadu kiya.
(dil chura liyaa saathiya)-2
Male:
dil tha pyaasa, bas humne saara,
sagar ko ghoont mein pee liyaa.
pal do pal mein bas aaj he khaal mein,
sau saal ka janam je liyaa.
dekha pehli baar jeevan ke aar par,
ruth mast mast ye din ye waqt,
mausam ne kya jaadu kiya.
dil chura liyaa saathiya)-2
Female:
phoolon ko to kheelta dekha tha,
kantein bhi aaj to khil gaye.
logoon ko to milte dekha tha,
ye dharti aasmaan mil gaye.
aaya hain pehli baar kismat mein aitbaar,
ruth mast mast ye din ye waqt,
mausaam ne kya jaadu kiya.
dil chura liyaa saathiya)-2
Both:
dekhi hain pehli baar, aankhon mein ye bahaar,
ruth mast mast ye din ye waqt,
mausam ne kya jaadu kya.
(dil chura liyaa saathiya)-2
|