[A]  [B]  [C]  [D]  [E]  [F]  [G]  [H]  [I]  [J]  [K]  [L]  [M]  [N]  [O]  [P]  [Q]  [R]  [S]  [T]  [U]  [V]  [W]  [X]  [Y]  [Z] 
Home   | Browse Movies/Albums   | Popular   | Top Rated   |Latest Songs   | Hindi Lyrics by Category    | Hindi Lyrics by Title   | Hindi Lyrics by Singer
 
SAGINA
Saala main to saahab ban lyrics
»Send these lyrics to friend
»Printer friendly version


No Rating is given

Rating:0.00/10 (0votes)
Saala main to saahab ban lyrics
 
SAGINA (23 views)
Hindi Song Title: Saala Main To Saahab Ban Gaya
Hindi Movie/Album Name: SAGINA
Singer(s): KISHORE KUMAR, OM PRAKASH


Hindi Lyrics:
saalaa main to saahab ban gaya
are, saalaa main to saahab ban gaya
re, saahab banke kaisa tan gaya
ye suit mera dekho, ye boot mera dekho
jaise gora koi London ka

waah fakire! waah fakire!
waah fakire, suit pehankar kaisa koode phaande
kavva jaise pankh mayoor ka apni dum mein baandhe

apna dum mein baandhe?!
are kya jaano hum is bhejaa mein kya-kya naksha kheencha
leader log ki oonchee baatein, kya samjhe tum neecha?
kya samjhe tum neecha?
mera voh sab jaahilapan gaya!
saalaa main to saahab ban gaya

ATTENTION!!

saalaa main to saahab ban gaya
re, saahab banke kaisa Tan gaya
ye suit mera dekho, ye boot mera dekho
jaise gora koi London ka

surat hai bandar ki phir bhi lagti hai albeli
kaisa raja bhoj banaa hai mera gangoo teli

tera gangoo teli?!
tum langoTi-waalah na badalaa main na badalega
tum sab saalaa log ka qismat, hum saaalaa badalega
hum saalaa badalega
seena dekho kaisa tan gaya!

saalaa main to saahab ban gaya
are, saalaa main to saahab ban gaya
re, saahab banke kaisa THan gaya
ye suit mera dekho, ye boot mera dekho
jaise gora koi London ka 

Posted By : Thaker Piyush
Rate lyrics:
1 2 3 4 5 6 7 8 9 10


More SAGINA lyrics
Saala Main To Saahab Ban Gaya