[A]  [B]  [C]  [D]  [E]  [F]  [G]  [H]  [I]  [J]  [K]  [L]  [M]  [N]  [O]  [P]  [Q]  [R]  [S]  [T]  [U]  [V]  [W]  [X]  [Y]  [Z] 
Home   | Browse Movies/Albums   | Popular   | Top Rated   |Latest Songs   | Hindi Lyrics by Category    | Hindi Lyrics by Title   | Hindi Lyrics by Singer
 
SARFAROSH
Yeh jawaani hadh kar de lyrics
»Send these lyrics to friend
»Printer friendly version


No Rating is given

Rating:0.00/10 (0votes)
Yeh jawaani hadh kar de lyrics
 
SARFAROSH (19 views)
Hindi Song Title: Yeh Jawaani Hadh Kar De
Hindi Movie/Album Name: SARFAROSH
Singer(s): KAVITA KRISHNAMURTHY


Hindi Lyrics:
(Tu ru ru ru, tu ru ru ru ru
Tu ru ru ru ru tu ru ru) - 2
(Yeh jawaani hadh kar de
Boodhe jawaan ko mast kar de) - 2
Koi na jaane kal kya ho
Aane waala pal kya ho
Le maza le zindagi ka zindagi ka zindagi ka
Yeh jawaani hadh kar de
Boodhe jawaan ko mast kar de
Koi na jaane kal kya ho
Aane waala pal kya ho
Le maza le zindagi ka zindagi ka zindagi ka
Oh, yeh jawaani hadh kar de
Thandi sama, dil hai jawaan
Saare yahan josh mein
Kya raat hai, kya baat hai
Koi nahin hosh mein
Chhaaya hai kaisa nasha
Le le zara le le maza maikashi ka
Oh, yeh jawaani hadh kar de
Boodhe jawaan ko mast kar de
Koi na jaane kal kya ho
Ho, aane waala pal kya ho
Le maza le zindagi ka zindagi ka zindagi ka
Yeh jawaani hadh kar de
Kaatil bhi hai, aashiq bhi hai
Aate hain saare yahan
Kis dil mein hai kya kya chhupa
Kisko pata meri jaan
Aaja mere paas aa
Le le zara le le maza aashiqui ka
Oh, yeh jawaani hadh kar de
Boodhe jawaan ko mast kar de
Yeh jawaani hadh kar de
Boodhe jawaan ko mast kar de
Koi na jaane kal kya ho
Ho, aane waala pal kya ho
Le maza le zindagi ka zindagi ka zindagi ka
Yeh jawaani hadh kar de
Rate lyrics:
1 2 3 4 5 6 7 8 9 10


More SARFAROSH lyrics
Is Deewane Ladke Ko Jo haal dil ka idhar ho raha hai Yeh Jawaani Hadh Kar De Zindagi Maut Na Ban Jaaye