[A]  [B]  [C]  [D]  [E]  [F]  [G]  [H]  [I]  [J]  [K]  [L]  [M]  [N]  [O]  [P]  [Q]  [R]  [S]  [T]  [U]  [V]  [W]  [X]  [Y]  [Z] 
Home   | Browse Movies/Albums   | Popular   | Top Rated   |Latest Songs   | Hindi Lyrics by Category    | Hindi Lyrics by Title   | Hindi Lyrics by Singer
 
SILSILA
Neela aasmaan so gaya - lyrics
»Send these lyrics to friend
»Printer friendly version


No Rating is given

Rating:0.00/10 (0votes)
Neela aasmaan so gaya - lyrics
 
SILSILA (9 views)
Hindi Song Title: Neela Aasmaan So Gaya - Male
Hindi Movie/Album Name: SILSILA
Singer(s): AMITABH BACHCHAN


Hindi Lyrics:
Neela aasmaan so gaya -2
La ra la ra la, la la la la 
La ra la ra la, la la ra la ho
Neela aasmaan so gaya

O ho, ons barse raat bheege honth tharraaye
Dhadkane kuchh kehna chaahe keh nahin paaye
Hawa ka geet madhyam hai -2
Samay ki chaal bhi kam hai
Neela aasmaan so gaya -2

O, meri baahon mein sharmate lajaate aise tum aaye
Ki jaise baadlon mein chaand dheere dheere aa jaaye
Yeh tanhaayi yeh main aur tum -2
Zameen bhi ho gayi gumsum
Neela aasmaan so gaya -2
La ra la ra la, la la ra la
La ra la ra la, la la ra la ho
Neela aasmaan so gaya

Rate lyrics:
1 2 3 4 5 6 7 8 9 10


More SILSILA lyrics
Yeh Silsila Hai Pyaar Ka Meri Chandi Tu Jab Jab Jab Dil Miley Chahat Ki Gujarish Hain
Ban Jaaiye Is Dil Ke Mehmaan Aahista Aahista Youn Dil Main Aaiye Sach ye hai bekaar hamen Mujhko yaqin hai sach kahti thi
Maine dil se kahaa Main bhool jaaoon tumhen Kabhi yoon bhi to ho Jaate jaate vo mujhe
Dard ke phool bhi khilte hain Yeh Kahan Aa Gaye Hum Sar Se Sarke Sarke Chunariya Rang barse bheege chunar wali
Neela Aasmaan So Gaya - Male Dekha Ek Khwaab Meri Jaan Ho Tum