Home Browse Movies/Albums Popular Top Rated Latest Songs Hindi Lyrics by Category Hindi Lyrics by Title Hindi Lyrics by Singer
Mohabbat ho na jaaye Lyrics from STYLE
User Rating:9.00/10 (1votes)  
Rate lyrics:
1 2 3 4 5 6 7 8 9 10

Mohabbat ho na jaaye Lyrics

This page contains the lyrics of Hindi Mohabbat ho na jaaye from the Bollywood movie 'STYLE'.
Movie : STYLE
Hindi Song : Mohabbat ho na jaaye
Songs Views : 209 views
STYLE- Mohabbat ho na jaaye
Hindi Song Title : Mohabbat Ho Na Jaaye
Hindi Movie/Album Name: STYLE
Singer(s) : ABHIJEET AND HEMA SARDESAI


Hindi Lyrics:
--MALE-- Tu kya mil gayi yeh samaa rangeen ho gaya Sehra mein jaise khil gaya ho gul naya Ae meri jaane jaan, hai tujhe kya pataa Tere husn ka mujhpe nasha chhaa gaya Mujhpe nasha chhaa gaya - 2 (Mohabbat, mohabbat, mohabbat ho na jaaye Qayaamat, qayaamat, qayaamat aa na jaaye) - 2 --FEMALE-- Haan, ho Aaj kal kya bataaoon, madhosh ho gayi hoon Mehsoos ho raha hai, main kahin kho gayi hoon --MALE-- Khoya mera bhi dil hai, bechain yeh dhadkan hai Kya yehi hai mohabbat, kaisa deewanapan hai --FEMALE-- Ae mere jaane jaan, hai tujhe kya pataa Haal mere bhi dil ka hai kuch aap sa Dil ka hai kuch aap sa - 2 Mohabbat, mohabbat, mohabbat ho na jaaye --MALE-- Qayaamat, qayaamat, qayaamat aa na jaaye --FEMALE-- Mohabbat, mohabbat, mohabbat ho na jaaye --MALE-- Qayaamat, qayaamat, qayaamat aa na jaaye --FEMALE-- Tune jo chhoo liya to khil gayi dil ki kaliyaan Teri aankhon mein mujhko mil gayi meri duniya --MALE-- Yun to laakhon haseen hai, tujhsa koi nahin hai Jiski khwaaish thi mujhko, jaane jaan tu vohi hai --FEMALE-- Ae mere jaane jaan, sun tera shukriya Mil gaya tere dil mein mujhe aashiyaan Dil mein mujhe aashiyaan - 2 --MALE-- Ae meri jaane jaan, aa gale se lagaa Daake mil jaaye mujhko zameen aasmaan Mujhko zameen aasmaan - 2 Mohabbat, mohabbat, mohabbat --FEMALE-- Qayaamat, qayaamat, qayaamat --CHORUS-- Mohabbat, mohabbat, mohabbat ho na jaaye Qayaamat, qayaamat, qayaamat aa na jaaye --FEMALE-- Tu kya mil gaya yeh samaa rangeen ho gaya Sehra mein jaise khil gaya ho gul naya Ae mere jaane jaan, hai tujhe kya pataa Tere ishq ka mujhpe nasha chhaa gaya Mujhpe nasha chhaa gaya - 2 --MALE-- (Hey eh eh eh) Mohabbat, mohabbat --FEMALE-- Qayaamat, qayaamat --BOTH-- Mohabbat, mohabbat Qayaamat, qayaamat --CHORUS-- Mohabbat, mohabbat, mohabbat ho na jaaye Qayaamat, qayaamat, qayaamat aa na jaaye --BOTH-- (Hey hey hey hey eh eh eh eh hey hey hey Aah aah aah aah aah aah aah aah aah aah) - 2
Copyright © 2004-2009 hindilyrics.org All Rights Reserved. All song lyrics, logos, trademarks, album cover art, and other creative works are and remain copyright and property of their respective owners. Commercial use prohibited. www.hindilyrics.org is a not-for-profit. All advertising proceeds are used to maintain its servers
Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Chamki Jawaani from the Bollywood movie Yamla Pagla Deewana. We tried to make Chamki Jawaani Bollywood Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Chamki Jawaani Bollywood Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.