Hindi Song Title: Jaag Ai Sonewale
Hindi Movie/Album Name: TADBIR
Singer(s): SURAIYA
Hindi Lyrics:
jaag ai sonewaale -2
koi jagaane aaya -2
jaag ai sonewaale -2
koi jagaane aaya -2
kyun chhupa tu aankhen mila ke -2
meri soi
meri soi preet jaga ke
baar-baar main loon angadaai -2
( chain gaya
chain gaya neend na aai ) -2
bhor ka panchhi dekh -2
geet sunaane aaya -2
jaag ai sonewaale -2
koi jagaane aaya -2
pyaar ki masti mein aaj mujhe kho jaane de -2
do dilon ko ek ho jaane de -2
khel le tu dilon ke khel -2
koi khilaane aaya -2
aaj ka chaand hamein -2
ek banaane aaya -2
jaag ai sonewaale -2
koi jagaane aaya -2
|