Home Browse Movies/Albums Popular Top Rated Latest Songs Hindi Lyrics by Category Hindi Lyrics by Title Hindi Lyrics by Singer
Saiyaan Lyrics from MUMBAI SE AAYA MERA DOST
User Rating:5.62/10 (16votes)  
Rate lyrics:
1 2 3 4 5 6 7 8 9 10

Saiyaan Lyrics

This page contains the lyrics of Hindi Saiyaan from the Bollywood movie 'MUMBAI SE AAYA MERA DOST'.
Movie : MUMBAI SE AAYA MERA DOST
Hindi Song : Saiyaan
Songs Views : 1447 views
MUMBAI SE AAYA MERA DOST- Saiyaan
Hindi Song Title : Saiyaan Ki Baiyaan Main Thaame Chali Thi
Hindi Movie/Album Name: MANORANJAN - THE ENTERTAINMENT
Singer(s) : KALPANA, SHREYA GHOSHAL


Hindi Lyrics:
saiyaan ki baiyaan main thaame chali thi tedha tha rasta andheri gali thi haay dayya dayya haay dayya ui maa haay dayya dayya haay dayya (saiyaan ki baiyaan main thaame chali thi tedha tha rasta andheri gali thi) - 2 mach gaya shor saare gaanv mein - 2 kaanta chubha jo mere paanv mein - 2 saiyaan ki baiyaan main thaame chali thi tedha tha rasta andheri gali thi kabakht isaki chubhan abb sataaye raato ko bhi nind mujhko na aaye haay dayya dayya haay dayya kabakht isaki chubhan abb sataaye raato ko bhi nind mujhko na aaye ghar se niklana bhi muchkil huva re raste pe chalna bhi mushkil huva re mach gaya shor saare gaanv mein - 2 kaanta chubha jo mere paanv mein - 2 saiyaan ki baiyaan main thaame chali thi tedha tha rasta andheri gali thi kaise sanbhaalu main apani jawaani kaise main roku yeh nadiya ka paani haay dayya dayya haay dayya - 2 kaise sanbhaalu main apani jawaani kaise main roku yeh nadiya ka paani pyaasi hai sabki nazar kya karu main ladta hai abb mujhko darr kya karu main mach gaya shor saare gaanv mein - 2 kaanta chubha jo mere paanv mein - 2 (saiyaan ki baiyaan main thaame chali thi tedha tha rasta andheri gali thi) - 2 mach gaya shor saare gaanv mein - 2 kaanta chubha jo mere paanv mein - 2 (saiyaan ki baiyaan main thaame chali thi tedha tha rasta andheri gali thi) - 2 haay dayya dayya haay dayya ui maa haay dayya dayya haay dayya haay... Hindi Song Title : Saiyaan, Tere Prem Ki Diwaani Ban Aayi Huun
Hindi Movie/Album Name: BAHUT DIN HUYE
Singer(s) : LATA MANGESHKAR


Hindi Lyrics:
o saiyaan, tere prem ki diwaani ban aayi huun saiyaan, tere prem ki diwaani ban aayi huun - 3 mastaani ban aayi huun diwaani ban aayi huun kaisi udaasi saajan mukh par chhaayi man ki bagiya rasiya kyuun murajhaayi - 2 teri umangon ki kahaani ban aayi huun main teri umangon ki kahaani ban aayi huun diwaani ban aayi huun saiyaan, tere prem ki diwaani ban aayi huun man mein sama ja mere sapanon ke raaja ban ke nainon ka kaajal nainon mein aa ja - 2 raaja tere sapanon ki raani ban aayi huun diwaani ban aayi huun saiyaan, tere prem ki diwaani ban aayi huun Hindi Song Title : Saiyaan Chod De Baiyaan
Hindi Movie/Album Name: RAAKHI
Singer(s) : LATA MANGESHKAR, MUKESH


Hindi Lyrics:
la : saiyaan chhod de baiyaan meri patali kalaiyaan mud jaayegi mu : tera haath na chhoduun tera saath na chhoduun kahaan jaayegi la : dekho ji dekho kahi dekhe na zamaana pyaar hamaara ban jaaye na fasaana mu : achha nikala hain ye jaane ka bahaana la : saiyaan chhod de ... la : tum mere kaun ho ye duniya na jaane mu : apni bala se koi maane ya na maane la : pyaar mein itne bhi bano na deewane la : saiyaan chhod de ... Hindi Song Title : Saiyaan
Hindi Movie/Album Name: MUMBAI SE AAYA MERA DOST
Singer(s) : SUNIDHI CHAUHAN


Hindi Lyrics:
Aayega Kisi Din Mhaara Woh Kesariya Saiyaan Saiyaan Aayega Kisi Din Mhaara Woh Kesariya Saiyaan Saiyaan Aayega Kisi Din Mhaara Woh Kesariya Saiyaan Saiyaan Aayega Kisi Din Mhaara Woh Kesariya Saiyaan Saiyaan Saiyaan Hawa Ke Paron Pe Mera Aashiyaanaa Dhiting Taang Taang Dhiting Taang Taang Dhiting Taang Taang Dhiting Taang Taang Saiyaan Kahin Waadiyon Mein Hai Mera Thikaanaa Dhiting Taang Taang Dhiting Taang Taang Dhiting Taang Taang Dhiting Taang Taang Saiyaan Hawa Ke Paron Pe Mera Aashiyaanaa Kahin Waadiyon Mein Hai Mera Thikaanaa Ho Main Aazaad Panchi Hoon Neele Gagan Kee Ye Main Bhi Na Jaanoon Kahaan Mujhko Jaanaa Saiyaan Dhiting Taang Taang Dhiting Taang Taang Dhiting Taang Taang Dhiting Taang Taang Hawa Ke Paron Pe Mera Aashiyaanaa Kahin Waadiyon Mein Hai Mera Thikaanaa Dhiting Taang Taang Dhiting Taang Taang Dhiting Taang Taang Dhiting Taang Taang Dhiting Taang Taang Dhiting Taang Taang Dhiting Taang Taang Dhiting Taang Taang Ho Ho Koee Khaabon Mein Bhi O Aane Jaane Laga Haan Ek Chehara Mera Dil Churaane Laga Main Kahaan Kho Gaee Ban Gaee Baawaree Lo Chale Chal Padi Preet Ke Gaanv Ree O Main Aazaad Panchi Hoon Neele Gagan Kee Yeh Main Bhi Na Jaanoon Kahaan Mujhko Jaanaa Saiyaan Dhiting Taang Taang Dhiting Taang Taang Dhiting Taang Taang Dhiting Taang Taang Hawa Ke Paron Pe Mera Aashiyaana Kahin Waadiyon Mein Hai Mera Thikaana Saiyaan Dhiting Taang Taang Dhiting Taang Taang Dhiting Taang Taang Dhiting Taang Taang Ho Ho O O Ho Ho He Saiyaan Saiyaan Saiyaan Saiyaan Roke Se Na Rukoon Qasamon Ko Tod Doon Haan Koee Kuch Bhi Kahe Rasamon Ko Tod Doon Hain Sabhi Se Juda Yeh Mere Raaste Mastiyon Ka Sama Hai Mere Vaaste Ho Main Aazaad Panchi Hoon Neele Gagan Kee Ye Main Bhi Na Jaanoon Kahaan Mujhko Jaana Saiyaan Dhiting Taang Taang Dhiting Taang Taang Dhiting Taang Taang Dhiting Taang Taang Hawa Ke Paron Pe Mera Aashiyaana Kahin Waadiyon Mein Hai Mera Thikaana Aayega Kisi Din Mhaara Woh Kesariya Saiyaan Saiyaan Aayega Kisi Din Mhaara Woh Kesariya Saiyaan Saiyaan Aayega Kisi Din Mhaara Woh Kesariya Saiyaan Saiyaan Aayega Kisi Din Mhaara Woh Kesariya Saiyaan Saiyaan Hindi Song Title : Saiyaan Se Bichhad Gayi Ho More Raam
Hindi Movie/Album Name: CHANDNI RAAT
Singer(s) : AMIRBAI, SAADAT


Hindi Lyrics:
saiyaan se bichhad gayi ho more raam - 3 meri duniya ujad gayi ho more raam - 3 jiwan ke din kaise bitaayuun haay kaise bitaayuun dil pe jo bite kah bhi na paayuun haay kah bhi na paayuun main to mushakil mein pad gayi ho more raam meri duniya ujad gayi ho more raam - 2 na ham unake na wo hamaare haay na wo hamaare raat ko ro-ro dil ye pukaare chaandani rut kidhar gayi ho more raam saiyaan se bichhad gayi ho more raam - 2 biraha ke dukh mujhase uthe na haay mujhase uthe na haay sajanawa mere huye na haay mere huye na dil de ke main mar gayi ho more raam meri duniya ujad gayi ho more raam - 2 pyaar bana tha jisaka khewaiya haay jisaka khewaiya duub rahi hai aaj wo naiya meri qisamat bigad gayi ho more raam saiyaan se bichhad gayi ho more raam - 2 Hindi Song Title : Saiyaan Dil Me Aana Re
Hindi Movie/Album Name: BAHAAR-1951
Singer(s) : SHAMSHAD BEGUM


Hindi Lyrics:
saiyaan dil mein aana re aa ke phir na jaana re o aa ke phir na jaana re chham chhama chham chham raja ban ke aana re mohe le jaana re o mohe le ke jaana re chham chhama chham chham chaandani raat hogi taaron ki baraat hogi -2 pahele pahele pyaar ki paheli paheli baat hogi -2 khushi khushi gaayen ham, geet suhaana re saiyaan dil mein aana re aa ke phir na jaana re o aa ke phir na jaana re chham chhama chham chham thodi thodi sahel hogi, thoda thoda pyaar hoga -2 kabhi iqaraar hoga, kabhi inkaar hoga -2 tera manaana mera rooth jaana re saiyaan dil mein aana re aa ke phir na jaana re o aa ke phir na jaana re chham chhama chham chham tum mere paas hoge, gham badi door hoga -2 kehata hai jiya mera hoga zaroor hoga -2 laana re laana, tashrif laana re saiyaan dil mein aana re aa ke phir na jaana re o aa ke phir na jaana re chham chhama chham chham Posted by: p u r n i m a "/hindi-movie-pics/salaam-e-ishq.jpg" alt="Songs of Hindi Movie - salaam-e-ishq"> Hindi Song Title : Saiyaan Re
Hindi Movie/Album Name: SALAAM-E-ISHQ
Singer(s) : SHILPA, SHANKAR MAHADEVAN, LOY MENDONSA


Hindi Lyrics:
bin teri sajani laage jiyaan na o o o o tadap tadap jaayein mere sab armaan o saiyaan ko chodake na ja (saiyaan re saiyaan re ye gori baiyaan re) - 2 meri chudi mera kangana yaad aayega tujhko sajana bache hain bache hain ab kuchh pal tere kawaare na re saiyaan ko chodake na ja - 2 aa na re saiyaan ko chod ke na ja na re saiyaan ko chodake na ja saiyaan re.......... ye ada haay ye ada ye badan haay surmayi ye nayan haay aur ye jaadu... ye nasha haay ye nasha ye jalan haay ye jalan ye chubhan haay aur ye khushabu... teri ye adaayein, teri ye jawaani ab kahaan milegi mujhko ai deewaani hoy oy oy oy rang rangili roop ki laali shaan pe bikhri julf ye daali bache hain bache hain ab kuchh pal tere kawaare na re saiyaan ko chodake na ja - 2 aa na re saiyaan ko chod ke na ja na re saiyaan ko chodake na ja bhool ja haay ab ye raatein kahaan haay ab ye baatein kahaan haay sun meri jaan ja re ja haay aur ye raahat kahaan haay aur ye chaahat kahaan haay pyaase mehmaan aise na daga de, aisi na saja de chain aaye jara aisi koi duwa de hoy oy oy oy mera jhumka mera thumka milanewala ab nahi tumko bache hain bache hain ab kuchh pal tere kawaare na re saiyaan ko chodake na ja - 2 aa na re saiyaan ko chod ke na ja na re saiyaan ko chodake na ja na ja na ja na ja ja re ja - 2 na re saiyaan ko chodake na chodake na ja, na re saiyaan ko haay na re saiyaan ko chodake na chodake na ja saiyaan re - 4 na re saiyaan ko chodake na ja na ja na ja na ja ja re ja na ja saiyaan na ja saiyaan na ja ja re ja na re saiyaan ko chodake na saiyaan saiyaan ko chodake na na re saiyaan ko chodake na ja "/hindi-movie-pics/masti.jpg" alt="Songs of Hindi Movie - masti"> Hindi Song Title : Saiyaan baiyaan chhudaake
Hindi Movie/Album Name: MASTI
Singer(s) : GAYATRI IYER, SNEHA PANT, MEGHNA OBEROI


Hindi Lyrics:
Hey..hey…hey…hey… Hey..hey…hey…hey…-2 Saiyaanji baiyaan chudaake nahin jaana Hey..hey…hey…hey… Aana ji aana sang thhumka lagaana Hey..hey…hey…hey… Saiyaanji baiyaan chuddake nahin jaana Aana ji aana sang thhumka lagaana Main toh abhi na ghar jaaungi Khud naachungi tumko nachaaungi Hey..hey…hey…hey…-2 Hey..hey…hey…hey…-2 Maane na maane mera dil nahin maane Nahin hai bas mein nahin hai meri jaan Jaane na jaane mera dard nahin jaane Lagta hai leke rahega meri jaan Aise na tadpaao kar na bahaana Saiyaanji, saiyaanji Saiyaanji baiyaan chudaake nahin jaana Hey..hey…hey…hey… Aana ji aana sang thhumka lagaana Hey..hey…hey…hey… Kya ho gaya hai aise khoye khoye kyun ho Nazrein yahaan hai nishaana hai kahaan? Jaagi huwi mehfil mein soye soye kyun ho Aajaao baahon mein aajaao na Na door jaana na, hamko sataana na Saiyaanji, saiyaanji Saiyaanji baiyaan chudaake nahin jaana Hey..hey…hey…hey… Aana ji aana sang thhumka lagaana Hey..hey…hey…hey… Main toh abhi na ghar jaaungi Khud naachungi tumko nachaaungi Hey..hey…hey…hey…-2 Hindi Song Title : Saiyaan Bataau Saari Baat
Hindi Movie/Album Name: FM - FUN AUR MASTI
Singer(s) : CHITRA, ADIL HUSSAINI


Hindi Lyrics:
saiyaan o saiyaan, saiyaan, saiyaan saiyaan saiyaan saiyaan, saiyaan saiyaan - 2 saiyaan bataau saari baat o saari baat - 3 gujri huyi har baat o saari baat - 2, saiyaan saiyaan saiyaan bataau saari baat o saari baat - 2 gujri huyi har baat o saari baat - 2 saiyaan bataau saari baat o saari baat - 2 (pyaar ke sab samandar nigaaho mein hai khushbu yeh aur khushiya raahon mein hain) - 2 duniya laage hai baarat, o saari baat - 2 gujri huyi har baat o saari baat - 2 saiyaan bataau saari baat o saari baat - 2 ishq phoolon mein hain, ishq kaanton mein hain ishq dhadkan mein hain, ishq saanson mein hain saiyaan, saiyaan, saiyaan haan saiyaan ishq phoolon mein hain, ishq kaanton mein hain ishq dhadkan mein hain, ishq saanson mein hain ishq laage hai saari baat, o saari baat saiyaan bataau saari baat o saari baat - 2 gujri huyi har baat o saari baat - 2 saiyaan bataau saari baat o saari baat.............
Copyright © 2004-2009 hindilyrics.org All Rights Reserved. All song lyrics, logos, trademarks, album cover art, and other creative works are and remain copyright and property of their respective owners. Commercial use prohibited. www.hindilyrics.org is a not-for-profit. All advertising proceeds are used to maintain its servers
Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Chamki Jawaani from the Bollywood movie Yamla Pagla Deewana. We tried to make Chamki Jawaani Bollywood Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Chamki Jawaani Bollywood Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.