| Salaam lyrics |
|
| |
| UMRAO JAAN - 2006 (40 views) |
 |
Hindi Song Title: Salaam-E-Hasarat Qubuul Kar Lo
Hindi Movie/Album Name: BABAR
Singer(s): SUDHA MALHOTRA
Hindi Lyrics:
salaam-e-hasarat qubuul kar lo
meri muhabbat qubuul kar lo
salaam-e-hasarat qubuul kar lo
udaas nazarein tadap tadap kar
tumhaare jalavon ko dhuundhati hain
jo kvaab ki tarah kho gaye
un hasin lamhon ko dhuundhati hain
agar na ho naagavaar tumako
to ye shiqaayat qubuul kar lo
salaam-e-hasrat qubuul kar lo
tumhin nigaahon ki justaju ho
tumhin khayaalon ka mudda ho
tumhin mere vaaste sanam ho
tumhin mere vaaste khuda ho
meri parastish ki laaj rakh lo
meri ibaadat qubuul kar lo
salaam-e-hasarat qubuul kar lo
tumhaari jhukati nazar se jab tak
na koi paigaam mil sakega
na ruuh tasqin pa sakegi
na dil ko aaraam mil sakehga
gam-e-judaayi hai jaan leva
ye ik haqikat qubuul kar lo
salaam-e-hasarat qubuul kar lo
Hindi Song Title: Salaam Aapaki Mithi Nazar Ko Salaam
Hindi Movie/Album Name: BOY FRIEND
Singer(s): MOHAMMAD RAFI
Hindi Lyrics:
salaam aapaki mithi nazar ko salaam
kiya hamape jaadu asar ko salaam
o salaam salaam salaam
salaam aapaki mithi
kuda bhi kyaalon mein laaya hai tumako
kud haathon se apane banaaya hai tumako
falaq ne bhi dil mein bithaaya hai tumako
hamaari zamin pe bhi laaya hai tumako
salaam o sunahari sahar ko salaam
o salaam
ye bhiga sa mausam fiza jhuumati hai
hava mere dil ko masalane lagi hai
nazar kya mili zindagi mil gayi hai
meri raah mein chaandani khil gayi hai
kiya hamape jaaduu
ye ji chaahata hai na jaayuun yahaan se
ye ghar aapaka kam nahin aasamaan se
huwa main tumhaara aur aaya kahaan se
mujhe to mohabbat mili hai yahaan se
salaam aapake sang-e-dar ko salaam
kiya hamape jaaduu
Hindi Song Title: Salaam-E-Ishq
Hindi Movie/Album Name: MUKADDAR KA SIKANDAR
Singer(s): LATA MANGESHKAR
Hindi Lyrics:
Salaam-e-ishq meri jaan zara kabool kar lo
Salaam-e-ishq meri jaan zara kabool kar lo
Tum humse pyaar karne ki zara si bhool kar lo
mera dil bechain hai
mera dil bechain hai humsafar ke liye
mera dil bechain hai humsafar ke liye
Salaam-e-ishq meri jaan..........
Main sunaoon tumhe baat ik raat ki(ho ho ho ho ho)
Main sunaoon tumhe baat ik raat ki
Chaand bhi apni puri jawani mein tha
Dil mein tufaan tha
Ek Armaan tha
Dil ka tufaan apni rawani mein tha
Ek badal...........
Ek badal udhar se chala jhoom ke
Dekhte dekhte chaand pe chha gaya
Chaand bhi kho gaya uske aaghosh mein
Uff, yeh kya ho gaya josh hi josh mein
Mera dil tadpa
Mera dil tadpa kisi ki nazar ke liye
Salaam-e-ishq meri jaan..........
Iske aage ki ab dastaan mujhse sun(ho ho ho ho ho)
Iske aage ki ab dastaan mujhse sun
Sun ke teri nazar dabdaba jayagi
Baat dil ki jo ab tak tere dil mein thi,
Mera dawa hai hoton pe aa jayegi
Tu masiha………..
Tu masiha mohabbat ke maron ka hai(slow)
Tu masiha mohabbat ke maron ka hai
Hum tera naam sun kar chale aaye hain
Ab dua de hamein ya tu de de zeher
Teri mehfil mein ye dil jale aaye hain
Ek ehsaan kar……..
Ehsaan kar(slow)
Ek ehsaan kar, apne mehmaan par
Apne mehmaan par ek ehsaan kar
De Duaein
De Duaein use umra bhar ke liye
Salaam-e-ishq meri jaan…..
"/hindi-movie-pics/dhoom.jpg" alt="Songs of Hindi Movie - dhoom">
Hindi Song Title: Salaame
Hindi Movie/Album Name: DHOOM
Singer(s): KUNAL GANJAWALA, VASUNDHARA DAS
Hindi Lyrics:
Male Voice:
Me gusto mucho bailar bailar, quiero samba quiero salsa
Me gusto mucho bailar bailar, quiero samba quiero rumba
Chorus:
Fiesta, latina, it' s driving wild, come salsa with me, it' s party time -2
Kunal:
(Dekho diwaanon, kya mast mast hai sama
Jo hai, abhi hai, ye waqt waqt phir kahaan) -2
Nayi raat hogi, nayi baat hogi
Naye kal ko aao kare ham kare ham kare
With Chorus:
Salaame, salaame, salaame kar le salaame -2
Vasundhara:
Dekho diwaanon, kya mast mast hai sama
Jo hai, abhi hai, ye waqt waqt phir kahaan
Nayi raat hogi, nayi baat hogi
Naye kal ko aao kare ham kare ham kare
With Chorus:
Salaame, salaame, salaame kar le salaame -2
Chorus:
Me gusto mucho bailar bailar, quiero samba quiero salsa
Me gusto mucho bailar bailar, quiero samba quiero rumba
La la laai, la la laai…
Kunal:
Behka nasheela nasheela sama
Ab hosh mein ham kahaan
Vasundhara:
Thhokar mein apni hai saara jahaan
Ham toh abhi hai jawaan
Kunal:
Jab tak jawaani hai, tab tak kahaani hai
Kehna mera maan le
Vasundhara:
Do din ki masti hai, do din ki hasti hai
Sach kya hai pehchaan le
Kunal:
Nayi raat hogi, nayi baat hogi
Naye kal ko aao kare ham kare ham kare
Both:
Salaame, salaame, salaame kar le salaame -2
Chorus:
Fiesta latina, it' s driving wild, come salsa with me, it' s party time -2
Vasundhara:
Saare zamaane se ham bekhabar
Ham pe na koyi asar
Kunal:
Jaane rukega kahaan aur kidhar
Awaargi ka safar
Vasundhara:
Ham toh diwaane hain, kab se begaane hain
Jo chaahein ham woh kare
Kunal:
Koyi sune kuchh bhi, koyi kahe kuchh bhi
Ham na kissi se darre
Vasundhara:
Nayi raat hogi, nayi baat hogi
Naye kal ko aao kare ham kare ham kare
Both:
Salaame, salaame, salaame kar le salaame -4
"/hindi-movie-pics/hot money.jpg" alt="Songs of Hindi Movie - hot money">
Hindi Song Title: Salaam Salaam
Hindi Movie/Album Name: HOT MONEY
Singer(s): UNKNOWN
Hindi Lyrics:
salaam salaam deewanon ko mehfil mein aaye mehmaanon ko
yeh shaam kare ham tere naam salaam zameen ke sitaaron ko
salaam salaam deewanon ko mehfil mein aaye mehmaanon ko
yeh shaam kare ham tere naam salaam zameen ke sitaaron ko
dil de jaanejaan jaan le jaanejaan
main hoon dilkash pari
dil de jaanejaan jaan le jaanejaan
main hoon dilkash pari
samjhon na mere ishaaron ko
dekho jawaan in nazaron ko
samjhon na mere ishaaron ko
dekho jawaan in nazaron ko
salaam salaam salaam salaam
salaam salaam deewanon ko mehfil mein aaye mehmaanon ko
yeh shaam kare ham tere naam salaam zameen ke sitaaron ko
dil hai naujawaan mausam hai rawaan
dil mein hasrat bhari
dil hai naujawaan mausam hai rawaan
dil mein hasrat bhari
samjhon na mere ishaaron ko
dekho jawaan in nazaron ko
samjhon na mere ishaaron ko
dekho jawaan in nazaron ko
salaam salaam salaam salaam
salaam salaam deewanon ko mehfil mein aaye mehmaanon ko
yeh shaam kare ham tere naam salaam zameen ke sitaaron ko
salaam salaam deewanon ko mehfil mein aaye mehmaanon ko
yeh shaam kare ham tere naam salaam zameen ke sitaaron ko
"/hindi-movie-pics/salaam-e-ishq.jpg" alt="Songs of Hindi Movie - salaam-e-ishq">
Hindi Song Title: Salaam-E-Ishq (Salaam-E-Ishq)
Hindi Movie/Album Name: SALAAM-E-ISHQ
Singer(s): SONU NIGAM, SHREYA GHOSHAL, KUNAL GANJAWALA, SADHNA SARGAM, SHANKAR MAHADEVAN
Hindi Lyrics:
ishq hai...
(teri aankhon ke matvaale kaajal ko mera salaam
zulfon ke kale kale baadal ko mera salaam) - 2
ghayal kar de mujhe yaar tere paayal ke jhankar
hey soni sone teri soni har adaa ko salaam
salaam-e-ishq ishq ishq salaam-e-ishq - 2
(ho salaam-e-ishq salaam-e-
salaam-e-ishq salaam-e-) - 2 ishq hai....
ho teri mastaani anjaani bataon ko mera salaam
rangon mein doobi doobi raaton ko mera slaaam
khwaabon mein kho gayi main deewani ho gayi main
soney soney aisse soney har adaa ko salaam
salaam-e-ishq ishq ishq salaam-e-ishq - 2
(ho salaam-e-ishq salaam-e-
salaam-e-ishq salaam-e-) - 2 ishq hai....
ho teri hathhawitch mehandi ka rang khila hain
tujhe sapano da changa mehboob mila hain
meri banno pyaari pyaari sari duniya se nyaari
ise doli mein tu leja doliyaan, doliyaan...
teri meri nazar jo mili pehli baar
ho gaya ho gaya tujhse pyaar
dil hai kya dil hai kya jaan bhi tujhpe nisaar
maine tujhe kiya aitbaar
ho main bhi toh tujhpe mar gayi
deewanapan kya kar gayi
meri har dhakan betaab hai
palkon vich tera khwaab hai
ho jaan se bhi pyaari pyaari jaaniya ko salaam
salaam-e-ishq, (salaam-e-ishq ishq ishq salaam-e-ishq) - 2
(ho salaam-e-ishq salaam-e-
salaam-e-ishq salaam-e) - 2 ishq hai....
main tere ishq mein do jahan vaar doon
mere vaade pe kar le yakeen
keh rahe hai zameen keh raha aasman
tere jaissa dooja nahin
ho aisse jaadoon na daal ve
naa aaon tere naal ve
jhooti tereefein chodh de
ab dil mere dil se jod de
ho jo abhi hai dil se nikli uss dua ko salaam
salaam-e-ishq ishq ishq salaam-e-ishq - 2
(ho salaam-e-ishq salaam-e-
salaam-e-ishq salaam-e-) - 2 ishq hai....
rab se hai iltija maaf kar de mujhe
main toh teri ibaadat karoon
aye meri soniye na khabar hai tujhe
tujhase kitni mohobbat karoon
tere bin sab kuch benoor hai
meri maang mein tere sindoor hai
sanson mein yehi paigaam hai
mera sab kuch tere naam hai
ho dhadkanon mein rehnewaali soniye ko salaam
salaam-e-ishq
teri aankhon ke matvaale kaajal ko mera salaam
zulfon ke kale kale baadal ko mera salaam
khwaabon mein kho gayi main deewani ho gayi main
soney soney teri soney har adaa ko salaam
salaam-e-ishq ishq ishq salaam-e-ishq - 2
(ho salaam-e-ishq salaam-e-
salaam-e-ishq salaam-e-) - 3 ishq hai....
salaam-e-ishq
"/hindi-movie-pics/salaam namaste.jpg" alt="Songs of Hindi Movie - salaam namaste">
Hindi Song Title: Salaam Namaste
Hindi Movie/Album Name: SALAAM NAMASTE
Singer(s): KUNAL GANJAWALA, VASUNDHARA DAS
Hindi Lyrics:
ek din ek pal ek janiya
(ek din ek pal ek janiya
aaj hain kal phir udd jainiya
udd janiya - 3) - 2
aa mil jaa phir gale, haste haste
salaam namaste - 8
jhumte saare yeh nazare hain
jaan lo inka matlab yeh ishaare hain
kaam ke kitni yeh bahaare hain
beetey pal do pal mein yeh sab deewane hain
jara hath to uthana thoda bhangda pawaana dil dil se milana mere jaaniya
mera waqt suhana ban jaayea bahana kambaqt zamana mere janiya
mere janiya - 3
aa mil jaa phir gale, haste haste
salaam namaste - 8
raah mein chalte milta hain koi
dekh ke teri khushiya khilta hain koi
haske kar lena baat tu koi
dekh na teri kismat jaagi ya soyi
loot jaaye jindgaani jo bhi kehni sunani
keh de woh kahani mere janiya
teri meri yeh jawani ek baar hain yeh aani
phir khatam kahani mere jaaniya
mere jaaniya - 3
aa mil jaa phir gale haste haste
salaam namaste - 8
Hindi Song Title: Salaam-E-Hasrat Qubul Kar Lo
Hindi Movie/Album Name: BABAR
Singer(s): SUDHA MALHOTRA
Hindi Lyrics:
salaam-e-hasarat qubuul kar lo
meri muhabbat qubuul kar lo
salaam-e-hasarat qubuul kar lo ...
udaas nazaren tadap tadap kar
tumhaare jalavon ko dhoondhati hain
jo kvaab ki tarah kho gaye
un haseen lamhon ko dhoondhati hain
agar na ho naagavaar tumako
to ye shiqaayat qubuul kar lo
salaam-e-hasrat qubuul kar lo ...
tumheen nigaahon ki justaju ho
tumheen khayaalon ka mudda ho
tumheen mere vaaste sanam ho
tumheen mere vaaste khuda ho
meri parastish ki laaj rakh lo
meri ibaadat qubuul kar lo
salaam-e-hasarat qubuul kar lo ...
tumhaari jhukati nazar se jab tak
na koi paigaam mil sakega
na rooh tasqeen pa sakegi
na dil ko aaraam mil sakehga
gam-e-judaai hai jaan leva
ye ik haqeekat qubuul kar lo
salaam-e-hasarat qubuul kar lo ...
Hindi Song Title: Salaam
Hindi Movie/Album Name: UMRAO JAAN - 2006
Singer(s): ALKA YAGNIK
Hindi Lyrics:
laakh is dil ko humane samajaayaa
dil yahaa phir bhi humako le aayaa
salaam salaam
(tumhaari mehfil main aa gaye hai
to kyun naa hum ye bhi kaam karale
salaam karane ki aarajoo hai - 2
idhar jo dekho salaam karale) - 2
(ye dil hai jo aa gayaa hai tum par
wagar naa sach hai ye bandaa parwar) - 2
jise bhi hum dekhale palat kar - 2
usiko apanaa gulaam karale
salaam karane ki aarajoo hai
idhar jo dekho salaam karale
(bahot si baate hai tumako kehani
bahot si baate hai humako kehani) - 2
kabhi jo tanahaa milo kahi tum - 2
to baate hum ye tamaam kar le
salaam karane ki aarajoo hai - 2
idhar jo dekho salaam karale
(wo lailaa majanu ki ho muhobbat
ke shirifarhad ki ho ulfat) - 2
jaraasi tum jo dikhao jurrat - 2
to hum bhi un jaisaa naam karale
tumhaari mehfil main aa gaye hai
to kyun naa hum ye bhi kaam karale
salaam karane ki aarajoo hai
idhar jo dekho salaam karale
Hindi Song Title: Salaam Tujhako Ai Duniya
Hindi Movie/Album Name: MERA SALAAM
Singer(s): TALAT
Hindi Lyrics:
salaam tujhako ai duniya ab aakari hai salaam
chhalakane waala hai ab meri zindagi ka jaam
ab aakari hai salaam
har ek aansuu bataata hai kuun dil ka hua
har ek aah sunaati hai maut ka paigaam
ab aakari hai salaam
har ek hichaki hai nashtar harek saans hai tir
hua hai chupake hi chupake jigar ka kaam tamaam
ab aakari hai salaam
idhar jo shamma jali to udhar patanga jala
hai diljalon ki muhabbat ka ek hi anjaam
ab aakari hai salaam
| More UMRAO JAAN - 2006 lyrics |
|
| |
|
|
| |
| |
|
|
 |
|
|
| | |