[A]  [B]  [C]  [D]  [E]  [F]  [G]  [H]  [I]  [J]  [K]  [L]  [M]  [N]  [O]  [P]  [Q]  [R]  [S]  [T]  [U]  [V]  [W]  [X]  [Y]  [Z] 
Home   | Browse Movies/Albums   | Popular   | Top Rated   |Latest Songs   | Hindi Lyrics by Category    | Hindi Lyrics by Title   | Hindi Lyrics by Singer
 
UTTHAAN
Yeh kaisa uthaan hain lyrics
»Send these lyrics to friend
»Printer friendly version



Rating:10.00/10 (4votes)
Yeh kaisa uthaan hain lyrics
 
UTTHAAN (17 views)
Hindi Song Title: Yeh Kaisa Uthaan Hain
Hindi Movie/Album Name: UTTHAAN
Singer(s): ASHA BHOSLE


Hindi Lyrics:
yeh kaisa uthaan hain aaina bhi khudse anjaan hain
yeh kaisi udaan hain jiska na koi makaam hain
manzilon ki durri ghatti nahi hain
raahen seedhi milti nahi hain
sapnon ka peechha karte hain saare
kaise utaare zameen pe sitaaren
dhunde sabhi yahaan wahaan kaun hain kahaan
yeh kaisa uthaan hain aaina bhi khudse anjaan hain
yeh kaisi udaan hain jiska na koi makaam hain
yeh kaisa uthaan hain 

kare yeh mohabbat nakabon ke pichhe 
jise dekho wohi aapni or khinche
bulandi pe shohrat jhilmila rahi hai
kaise mile kadam tadpa rahi hai
hone laga jeevan safar dhuaan dhuaan sa
yeh kaisa uthaan hain aaina bhi khudse anjaan hain
yeh kaisi udaan hain jiska na koi makaam hain
yeh kaisa uthaan hain
Rate lyrics:
1 2 3 4 5 6 7 8 9 10


More UTTHAAN lyrics
Abhi Tum Ho Kamsin Abhi Dil Naa Maango Thok Dalega Yeh Aisa Utthaan Hai Yeh Kaisa Utthaan Hai
Ab Neend Kise Abhi Tum Ho Kamsin Yeh Kaisa Uthaan Hain