Home Browse Movies/Albums Popular Top Rated Latest Songs Hindi Lyrics by Category Hindi Lyrics by Title Hindi Lyrics by Singer
Aaya tere dar par Lyrics from VEER ZAARA
User Rating:6.77/10 (13votes)  
Rate lyrics:
1 2 3 4 5 6 7 8 9 10

Aaya tere dar par Lyrics

This page contains the lyrics of Hindi Aaya tere dar par from the Bollywood movie 'VEER ZAARA'.
Movie : VEER ZAARA
Hindi Song : Aaya tere dar par
Songs Views : 533 views
VEER ZAARA- Aaya tere dar par
Hindi Song Title : Aaya Tere Dar Par
Hindi Movie/Album Name: VEER ZAARA
Singer(s) : AHMED HUSSAIN, MOHD. HUSSAIN, MOHD. VAKIL, JAVED HUSSAIN


Hindi Lyrics:
Aa.... Aa.... Aa.... Aa.... Aa.... Aa.. Aa.. Jo bandishein thi zamaane ki tod aaya hoon Main tere vaaste duniya ko chhod aaya hoon Aaya tere dar par diwaana -2 Aaya hoon aaya, aaya tera diwaana Aaya tere dar par diwaana -2 Tera diwaana, tera diwaana, tera diwaana Aaya tere dar par diwaana -2 Tera diwaana, (tera) Tera diwaana, (diwaana) Tera diwaana, tera Tera diwaana Tera diwaana, tera diwaana, tera diwaana Aaya tere dar par diwaana -2 Ye hai tera hi saudaayee, ye hai tera hi shahdaayee -2 Tere ishq mein hai isse mar jaana Aaya tere dar par diwaana -2 Aa.... Aa.... Aa... Tera jalwa jo paaun, main har gham bhool jaaun Tera jalwa jo main paaun, main toh har gham bhool jaaun Ye aansoo jo hai behte, bas itna hai ye kehte Kahaan tu aur kahaan main, paraaya hoon yahaan main Aa... Karam itna agar ho, ki mujh par ik nazar ho Karam itna agar ho, ki mujh par ik nazar ho Jaan-o-dil vaar doon main, zindagi haar doon main Jaise shama pe marta hai parvaana Aaya tere dar par diwaana -2 Aaya aa...... Aa.... Aa.... Aaya tere dar par tera hi diwaana -2 Diwaana tera -5 Aa...... Diwaana tera -3 Aa...... Diwaana tera -3 Aaya tere dar par diwaana, diwaana, diwaana Aaya kis mod pe afsaana -6 (Aa........) Aa...... Aa...... Aa...... Ye sitam ka rivaaj kyun hai, jaisa hai ye samaaj kyun hai Ye duniya ki hai rasmein, main hoon ab inke bas mein Ye jo duniya ki hai rasmein, main hoon ab inke hi bas mein Na poochho kya gila hai, mujhe gham kyun mila hai Tumhein main kya bataaun, mohabbat jurm hai kyun Koyi rota hai kyun, aisa hota hai kyun Kyun dil se har ek hai anjaana Aaya kis mod pe afsaana -2 Ye kis maahol mein ham hain, khushi ke bhes mein gham hain Kisse apna kahe kisse beghaana Aaya kis mod pe afsaana -2 Aa...... Aa...... Aaya kis mod pe mera afsaana -2 Afsaana mera -4 afsaana mera -2 Afsaana mera -3 afsaana mera -2 Afsaana mera -3 Aaya kis mod pe afsaana, afsaana, afsaana Aaya kis mod pe afsaana -4 (Aa.....aa…aa…)
Copyright © 2004-2009 hindilyrics.org All Rights Reserved. All song lyrics, logos, trademarks, album cover art, and other creative works are and remain copyright and property of their respective owners. Commercial use prohibited. www.hindilyrics.org is a not-for-profit. All advertising proceeds are used to maintain its servers
Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Chamki Jawaani from the Bollywood movie Yamla Pagla Deewana. We tried to make Chamki Jawaani Bollywood Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Chamki Jawaani Bollywood Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.