[A]  [B]  [C]  [D]  [E]  [F]  [G]  [H]  [I]  [J]  [K]  [L]  [M]  [N]  [O]  [P]  [Q]  [R]  [S]  [T]  [U]  [V]  [W]  [X]  [Y]  [Z] 
Home   | Browse Movies/Albums   | Popular   | Top Rated   |Latest Songs   | Hindi Lyrics by Category    | Hindi Lyrics by Title   | Hindi Lyrics by Singer
 
WARRIS
Kabhi kabhi aaisa bhi to lyrics
»Send these lyrics to friend
»Printer friendly version


No Rating is given

Rating:0.00/10 (0votes)
Kabhi kabhi aaisa bhi to lyrics
 
WARRIS (31 views)
Hindi Song Title: Kabhi Kabhi Aaisa Bhi Toh
Hindi Movie/Album Name: WARRIS
Singer(s): LATA MANGESHKAR


Hindi Lyrics:
(ho kabhi kabhi aaisa bhi toh hota hai zindagi mein
raah mein chalte chalte raahi kho gaye bekhudi mein) - 2
kabhi kabhi aaisa bhi toh

(kisko pata tha chaandani jaayegi
ho kaali ghata chhayegi) - 2
thandi puhaar hamein paas paas laayegi
hmmm baat ban jaayegi
dil ki dhadkan sur badlegi ghadi do ghadi mein
ho kabhi kabhi aaisa bhi toh hota hai zindagi mein
raah mein chalte chalte raahi kho gaye bekhudi mein
kabhi kabhi aaisa bhi toh

neendiya ke baadal ghir ghir aaye hai
o aankhon pe chhaye hai
o rang bhare sapanon ko sang sang laaye hai
jaal bichhaye hai
pyar ki khusbhu mehak rahi hai saanson ki raagani mein
(ho kabhi kabhi aaisa bhi toh hota hai zidnagi mein
raah mein chalte chalte raahi kho gaye bekhudi mein) - 2



Rate lyrics:
1 2 3 4 5 6 7 8 9 10


More WARRIS lyrics
Kabhi Kabhi Aaisa Bhi Toh Kaunn Hai Woh Kaun Mujhe Lehra Ke Aaya Hai