[A]  [B]  [C]  [D]  [E]  [F]  [G]  [H]  [I]  [J]  [K]  [L]  [M]  [N]  [O]  [P]  [Q]  [R]  [S]  [T]  [U]  [V]  [W]  [X]  [Y]  [Z] 
Home   | Browse Movies/Albums   | Popular   | Top Rated   |Latest Songs   | Hindi Lyrics by Category    | Hindi Lyrics by Title   | Hindi Lyrics by Singer
 
YAAD RAKHEGI DUNIYA
Ai havaa aa ke thaam le lyrics
»Send these lyrics to friend
»Printer friendly version


No Rating is given

Rating:0.00/10 (0votes)
Ai havaa aa ke thaam le lyrics
 
YAAD RAKHEGI DUNIYA (27 views)
Hindi Song Title: ai havaa aa ke thaam le aaNchal
Hindi Movie/Album Name: YAAD RAKHEGI DUNIYA
Singer(s): ANURADHA PAUDWAL


Hindi Lyrics:
 o o o, o.., o.. o, o..
( ai havaa aa ke thaam le aaNchal
ai ghaTaa ban jaa.. aaNkh kaa kaajal
kaliyoN mein chhup ke unhen mahkaa dooN
murjhaaye phooloN ko khilaa dooN..
aajaa haNs ke jeenaa sikhaa dooN -2 ) -2

( kaale-kaale baadal se ras barsaati hooN
barkhaa ki booNdoN mein jhoom ke gaati hooN ) -2
sehraa mein bhi jal barsaa dooN
sabki pyaas bujhaa dooN..
aajaa haNs ke jeenaa sikhaa dooN -2

la la la la la la -2
aa.., la la la la la la la la la

( parvat se jharnaa banke bahti hooN
lahroN ke darpaN mein haNsti rahti hooN ) -2
titli jaisi uD ke dikhaa dooN
duniyaa ki sair karaa dooN
aajaa haNs ke jeenaa sikhaa dooN -2
ai havaa aa ke thaam le aaNchal
ai ghaTaa ban jaa.. aaNkh kaa kaajal
kaliyoN mein chhup ke unhen mahkaa dooN
murjhaaye phooloN ko khilaa dooN..
aajaa haNs ke jeenaa sikhaa dooN -2
Rate lyrics:
1 2 3 4 5 6 7 8 9 10


More YAAD RAKHEGI DUNIYA lyrics
TooTi khiDki makaDi kaa janglaa ai havaa aa ke thaam le aaNchal gali gali mein gaanaa tere liye saari umar jaagooN