hindilyrics.org - Yaadon ki baaraat/Aapke kamre mein koi rehta hai
 
 
[A]  [B]  [C]  [D]  [E]  [F]  [G]  [H]  [I]  [J]  [K]  [L]  [M]  [N]  [O]  [P]  [Q]  [R]  [S]  [T]  [U]  [V]  [W]  [X]  [Y]  [Z] 
Home   | Browse Movies/Albums   | Popular   | Top Rated   |Latest Songs   | Hindi Lyrics by Category    | Hindi Lyrics by Title   | Hindi Lyrics by Singer
 
YAADON KI BAARAAT
Aapke kamre mein koi reh lyrics
»Send these lyrics to friend
»Printer friendly version


No Rating is given

Rating:0.00/10 (0votes)
Aapke kamre mein koi reh lyrics
 
YAADON KI BAARAAT (26 views)
Hindi Song Title: Aapke kamre mein koi rehta hai
Hindi Movie/Album Name: YAADON KI BAARAAT
Singer(s): KISHORE KUMAR, ASHA BHOSLE, R.D. BURMAN


Hindi Lyrics:
Aapke kamre mein koi rehta hai / ta ra ra ra
Hum nahin kehte, zamana kehta hai / ta ra ra ra
Aapke kamre mein koi rehta hai / ta ra ra ra
Hum nahin kehte, zamana kehta hai / ta ra ra ra
Aapke kamre mein koi rehta hai 

Hum aaj udhar se nikale to, bade intazam se
Gira raha tha koi parda, haye sare-shaam se
Udhar aap ki photo se, saji deewaar pe
Padaa hua tha ek saya, bade aaraam se
Aapke kamre mein koi rehta hai 

Magar jo ek din main guzri, gali mein sarkaar ki
Tabhi se chalti hai dil pe, haye talwaar si
Dabi dabi halki halki, hasi ki tanaav mein
Machal rahi thi chudi bhi, haye chankaar si
Yeh na samjho koi gafil rehta hai 

Ta ra ra ra
Hum nahin kehte, zamana kehta hai
La la la la aapke
Na na aapke
Na na na 
Aapke kamre mein koi rehta hai 

Agar main kahu jo dekha, nahi tha woh koi kwaab
Padaa tha table pe chasma, woh kiska janaab
Gore gale mein woh muffler, tha kis hasin ka
Zara haath dil pe rakh ke, humen dijiye jawaab
Aapke kamre mein koi rehta hai 

Dil mil gaye to hum khil gaye 
Ke dil dil mile jahan mein kabhu kabhu
Are haan haan, are haan haan
Are haan haan, are wah wah 

Dil mil gaye to hum khil gaye 
Ke dil dil mile jahan mein kabhu kabhu
Are haan haan, are haan haan
Are haan haan, are wah wah 

Yaaro ke liya / haa
Hai meri dua / haa
Aa jaaye woh din, gale milke beete jawani
Tumko bhi mile haa
Din bahaar ka haa
Raat bahaar ki, yunhi jhoome yeh zindagani 

Dil mil gaye to hum khil gaye 
Ke dil dil mile jahan mein kabhu kabhu
Are haan haan, are haan haan
Are haan haan, are wah wah 

Dum maro dum
Meet jaaye gum
Bolo subah sham
Hare krishna hare ram 

Hare krishna hare ram
Hare krishna hare ram
Rate lyrics:
1 2 3 4 5 6 7 8 9 10


More YAADON KI BAARAAT lyrics
Aapke kamre mein koi rehta hai Chura Liya Hai Tumne Jo Lekar Hum Deewana Dil Yaadon Ki Baaraat - Female
Yaadon ki baraat - Male