[A]  [B]  [C]  [D]  [E]  [F]  [G]  [H]  [I]  [J]  [K]  [L]  [M]  [N]  [O]  [P]  [Q]  [R]  [S]  [T]  [U]  [V]  [W]  [X]  [Y]  [Z] 
Home   | Browse Movies/Albums   | Popular   | Top Rated   |Latest Songs   | Hindi Lyrics by Category    | Hindi Lyrics by Title   | Hindi Lyrics by Singer
 
YAAR KA DEEDAR CHAHIYE
Gore gaal pe lyrics
»Send these lyrics to friend
»Printer friendly version


No Rating is given

Rating:0.00/10 (0votes)
Gore gaal pe lyrics
 
YAAR KA DEEDAR CHAHIYE (45 views)
Hindi Song Title: Gore Gaal Pe Kala Til
Hindi Movie/Album Name: HUMNASHIN
Singer(s): PANKAJ UDHAS


Hindi Lyrics:
Gore gaal pe kaala til hain - 2 woh ladki badi chanchal hai
Deewaana kar dala deewaana mujhe kar dala
Kabhi hosh udale jaaye - 2 kabhi neend churaale haaye
Deewaana kar dala deewaana mujhe kar dala
Gore gaal pe kaala til hai

Honth gulaabi chal sharaabi nain hai usake tikhe
Usake roop ki dhoop ki aage chaand sitaare phike
Use dekh ke koyal gaaye - 2 use dekh ke baadal chaaye
Roop bada matwaala - 2
Deewaana kar dala hoy deewaana mujhe kar dala
Gore gaal pe kaala til hai

Phoolon se wo baatein karati chaandani ke sang khele
use dekh ke lag jaate hai geet ghazal ke mele
Sangeet khanak uthata hai - 2 har geet mehak uthata hai
Wo masti ka pyala - 2
Deewaana kar dala hoy deewaana mujhe kar dala
Gore gaal pe kaala til hai

Shaayar usape geet likhe aur gaayak tan lagaaye
Taar sitaar ke chede saragam aur bansuri gaayein
Wo phoolon ki hai wadi - 2 wo pariyon ki shehajaadi
Premrang rang dala - 2
Deewaana kar dala hi deewaana mujhe kar dala
Gore gaal pe kaala til hai woh ladki badi chanchal hai
Deewaana kar dala hi deewaana muzhe kar dala
Gore gaal pe kaala til hai
Rate lyrics:
1 2 3 4 5 6 7 8 9 10


More YAAR KA DEEDAR CHAHIYE lyrics
Duniya Ke Haadson Se Gore Gaal Pe Hota Hain Hota Hain Kaaga Chhat Par Shor Machaye
Khoobsurat Ho Bewafa Nahi Laagi Laagi Laagi Lagan Mujhe Mere Yaar Ka O Yaara Ve O Yaara Ve