[A]  [B]  [C]  [D]  [E]  [F]  [G]  [H]  [I]  [J]  [K]  [L]  [M]  [N]  [O]  [P]  [Q]  [R]  [S]  [T]  [U]  [V]  [W]  [X]  [Y]  [Z] 
Home   | Browse Movies/Albums   | Popular   | Top Rated   |Latest Songs   | Hindi Lyrics by Category    | Hindi Lyrics by Title   | Hindi Lyrics by Singer
 
YASMEEN
Bhar bhar ke pila lyrics
»Send these lyrics to friend
»Printer friendly version


No Rating is given

Rating:0.00/10 (0votes)
Bhar bhar ke pila lyrics
 
YASMEEN (25 views)
Hindi Song Title: Bhar Bhar Ke Pila
Hindi Movie/Album Name: YASMEEN
Singer(s): LATA MANGESHKAR, CHORUS


Hindi Lyrics:
cho : 
aa ja ~ 
aa ja aa ja mere saaqi 
hasarat hai dil mein baaqi 
ulfat ka jaam pila ja 
jeene ka dhang bata ja 
aa ja aa ja aa ja aa ja 
aa ja~~ 

lataa: 
ye kis ne pukaara hai mujhe 
kis ne pukaaraa~ 
hai kaun talabgaar mera 
kaun hai pyaaraa~ 

samooh svar: 
saaqi main idhar hoon 
main idhar hoon 
main idhar hoon 
main paas mein baitha hoon 
aur main kadamon mein pada hoon 

cho : 
bhar bhar ke jaam pila de  -2 
saaqi bana de matavaala 
tu la la la bas bana de matavaala  -2 

lataa: 
sharaab-e-husn nazar se pilaane aayi hoon 
main ek-ek ko bekhud banaane aayi hoon  -2 
ada se naaz se abaro ke ik ishaare se  -2 
dilon mein ishq ka jaadu jagaane aayi hoon 

cho : 
bhar bhar ke jaam pila de ... 

lataa: 
nazar milaao to dil ko qaraar a jaaye 
har ek ada pe tum ko pyaar a jaaye 
uthaao jaam ke janata se kam nahi duniya  -2 
piyo piyo ke tumhen aitabaar a jaaye  -2 

cho : 
bhar bhar ke jaam pila de ... 

lataa: 
vo muskura ke nigaahen milaaye jaate hain~ 
suruur ban ke mere dil pe chhaaye jaate hain - 2 
mili hai aaj jo un ki nazar se meri nazar - 2 
to haay mere kadam dagamagaaye jaate hain 

cho : 
bhar bhar ke jaam pila de ... 




Rate lyrics:
1 2 3 4 5 6 7 8 9 10


More YASMEEN lyrics
Aa Hamsafar Pyar Ki Sej Par Tum Apani Yaad Bhi Dil Mohabbat Mein Pehla Kadam Hans Hans Ke Haseenon Se Nazar
Bhar Bhar Ke Pila Bechain Nazar Betaab Jigar Ab Woh Raaten Kahaan - 2 Ab Woh Raaten Kahaan - 1
Aankhon Mein Sama Jaaon Yahi Dua Hai