[A]  [B]  [C]  [D]  [E]  [F]  [G]  [H]  [I]  [J]  [K]  [L]  [M]  [N]  [O]  [P]  [Q]  [R]  [S]  [T]  [U]  [V]  [W]  [X]  [Y]  [Z] 
Home   | Browse Movies/Albums   | Popular   | Top Rated   |Latest Songs   | Hindi Lyrics by Category    | Hindi Lyrics by Title   | Hindi Lyrics by Singer
 
YEH RAASTE HAIN PYAAR KE
Mera dil ek khaali kamra lyrics
»Send these lyrics to friend
»Printer friendly version


No Rating is given

Rating:0.00/10 (0votes)
Mera dil ek khaali kamra lyrics
 
YEH RAASTE HAIN PYAAR KE (20 views)
Hindi Song Title: Mera Dil Ek Khaali Kamra
Hindi Movie/Album Name: YEH RAASTE HAIN PYAAR KE
Singer(s): KUMAR SANU AND ANURADHA PAUDWAL


Hindi Lyrics:
--MALE--
Hm hm hm hm hm hm hm hm, hm hm hm, hm hm hm hm
Mera dil ek khaali kamra, kamre mein koi rehne laga - 3
Yeh saara zamaana kehne laga, oh
Yeh saara zamaana kehne laga, kamre mein koi rehne laga
Is chor ko ghar se nikaalo, maine kaha zor lagaa lo
Arre yeh nahin jaayega
Chala gaya to phir vaapas nahin aayega
Mera dil ek khaali kamra, kamre mein koi rehne laga

Bachpan ki koi kahaani hai, ya iska naam jawaani hai
Yeh haal na jaane kab se hai, pehle se tha ya ab se hai
Koi isse kuch mat kehna, oh
Koi isse kuch mat kehna, yeh meri guzaarish sab se hai
Sun lo o duniya waalon, tum chaahe shor machaa lo
Arre yeh nahin jaayega
Chala gaya to phir vaapas nahin aayega
Mera dil ek khaali kamra, kamre mein koi rehne laga

Ek dil bole yeh apna hai, ek dil bole nahin sapna hai
Saara din dil dhadkaata hai, phir saari raat jagaata hai
Gussa aata hai bahut magar, oh
Gussa aata hai bahut magar thoda sa pyaar bhi aata hai
Koi bole dil de daalo, koi bole jaan chhoda lo
Yeh nahin jaayega
Chala gaya to phir vaapas nahin aayega
Mera dil ek khaali kamra, kamre mein koi rehne laga

--FEMALE--
Aa aa aa aa aah, aa aa aah
Aa aa aa aa aa, oh oh oh, oh oh oh

(Yeh chor nahin hai, mor hai yeh
Yeh mor nahin, koi aur hai yeh) - 2
Khaali pinjra reh jaayega, yeh panchhi to ud jaayega
Yeh bhoola bhatka raahi hai, oh
Yeh bhoola bhatka raahi hai, kisi mod se yeh mud jaayega

--MALE--
Chalo mujhse shart lagaa lo, kore kaagaz pe likh waalo
Arre yeh nahin jaayega
Chala gaya to phir

--FEMALE--
Yaad bahut aayega

Mera dil ek khaali kamra, kamre mein koi rehne laga
Rate lyrics:
1 2 3 4 5 6 7 8 9 10


More YEH RAASTE HAIN PYAAR KE lyrics
Aaja aaja o piya, aaj maane na jiya Bam Bhole Halle Halle Jo Pyaar Karta Hai
Khoya Khoya Chaand Hai Mera Dil Ek Khaali Kamra Yeh Dil Mohabbat Mein