hindilyrics.org - Yun hota toh kya hota/Ek baar jana
 
 
[A]  [B]  [C]  [D]  [E]  [F]  [G]  [H]  [I]  [J]  [K]  [L]  [M]  [N]  [O]  [P]  [Q]  [R]  [S]  [T]  [U]  [V]  [W]  [X]  [Y]  [Z] 
Home   | Browse Movies/Albums   | Popular   | Top Rated   |Latest Songs   | Hindi Lyrics by Category    | Hindi Lyrics by Title   | Hindi Lyrics by Singer
 
YUN HOTA TOH KYA HOTA
Ek baar jana lyrics
»Send these lyrics to friend
»Printer friendly version


No Rating is given

Rating:0.00/10 (0votes)
Ek baar jana lyrics
 
YUN HOTA TOH KYA HOTA (42 views)
Hindi Song Title: Ek Baar Jana
Hindi Movie/Album Name: YUN HOTA TOH KYA HOTA
Singer(s): CHORUS, DEVCHAND GADHVI, JAVED ALI, KIRTI SAGATIA, MADHUSHREE


Hindi Lyrics:
ek baar jana - 3 america janaab
ek baar jana - 3 america janaab
kaam bhi milega wahaan
daam bhi milega wahaan
naam bhi milega wahaan
poore ho jaayenge sab aapke khwaab
ek baar jana - 3 america janaab
kaam bhi milega wahaan
daam bhi milega wahaan
naam bhi milega wahaan
poore ho jaayenge sab aapke khwaab
ek baar jana - 3 america janaab

chaaro taraf bikhre hai 
durr saar hamse
dard se paraya aadmi
na wahaan kahi koi kami hai
kya zameen kya aasmaan 
sabse haseen hai woh jahaan
kaam bhi milega wahaan
daam bhi milega wahaan
naam bhi milega wahaan
poore ho jaayenge sab aapke khwaab
ek baar jana - 3 america janaab

arey jo gaya wahi ka ho gaya
usmein hai kashish badi ghazab ki
uski roshani mein kho gaya
uski aarzoo hai kuchh ajab si
ek baar jo jaaunga main
waapas na aaunga main
kaam bhi milega wahaan
daam bhi milega wahaan
naam bhi milega wahaan
poore ho jaayenge sab aapke khwaab
ek baar jana - 3 america janaab

husn ki bahaar milegi 
gori gori hongi goriyaan
ishq ki kali bhi khilegi
baandh lena dil ki doriyaan
chaahoge jo paaoge woh 
kehna mera maan lo
kaam bhi milega wahaan
daam bhi milega wahaan
naam bhi milega wahaan
poore ho jaayenge sab aapke khwaab
ek baar jana - 3 america janaab
ek baar jana - 3 america janaab
Rate lyrics:
1 2 3 4 5 6 7 8 9 10


More YUN HOTA TOH KYA HOTA lyrics
Ek Baar Jana Mann Ke Darpan Mein Tere Bina Main Yaadon Mein Aksar
Yun Hota Toh Kya Hota