[A]  [B]  [C]  [D]  [E]  [F]  [G]  [H]  [I]  [J]  [K]  [L]  [M]  [N]  [O]  [P]  [Q]  [R]  [S]  [T]  [U]  [V]  [W]  [X]  [Y]  [Z] 
Home   | Browse Movies/Albums   | Popular   | Top Rated   |Latest Songs   | Hindi Lyrics by Category    | Hindi Lyrics by Title   | Hindi Lyrics by Singer
 
ZAMANE KO DIKHANA HAI
Dil lena khel hai dildar lyrics
»Send these lyrics to friend
»Printer friendly version


No Rating is given

Rating:0.00/10 (0votes)
Dil lena khel hai dildar lyrics
 
ZAMANE KO DIKHANA HAI (29 views)
Hindi Song Title: Dil Lena Khel Hai Dildar Ka
Hindi Movie/Album Name: ZAMANE KO DIKHANA HAI
Singer(s): R. D. BURMAN


Hindi Lyrics:
RD: dil lenaa khel hai dildaar kaa, o o, bhoole se naam na lo pyaar kaa
( dil lenaa khel hai dildaar kaa, oo oo, bhoole se naam na lo pyaar kaa
pyaar bhi rooThaa yaar bhi rooThaa 
dekho mujhko dilvaaloN, haa 
khaayaa hai dhokhaa ho maine yaar kaa ) -2

vaadoN pe inke na jaanaa , baatoN mein inki na aanaa 
arrey, vaadoN pe inke na jaanaa , baatoN mein inki na aanaa 
arrey inki meeThi baaten ye matvaali aaNkhen 
zahar hai pyaar kaa 

dil lenaa khel hai dildaar kaa, oo oo, bhoole se naam na lo pyaar kaa
pyaar bhi rooThaa yaar bhi rooThaa 
dekho mujhko dilvaaloN, haa 
khaayaa hai dhokhaa ho maine yaar kaa

chorus: thaa gunchaa, haa
thaa gunchaa, jiyo jiyo
aisho biyo, haa
aisho biyo, jiyo jiyo
hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey

RD: inpe javaani luTaa do, yaa zindgaani luTaa do 
arrey, inpe javaani luTaa do, yaa zindgaani luTaa do 
arrey kuchh bhi kar deevaane, rahenge ye anjaane 
ronaa hai bekaar kaa..
oo.. dil lenaa khel hai dildaar kaa, oo oo, bhoole se naam na lo pyaar kaa
( dil lenaa khel hai dildaar kaa, oo oo, bhoole se naam na lo pyaar kaa
pyaar bhi rooThaa yaar bhi rooThaa 
dekho mujhko dilvaaloN, haa 
khaayaa hai dhokhaa ho maine yaar kaa ) -2

chorus: yaar kaa yaar kaa yara kaa yaar kaa

yaar kaa yaar kaa yaar kaa...
Rate lyrics:
1 2 3 4 5 6 7 8 9 10


More ZAMANE KO DIKHANA HAI lyrics
Bolo Bolo Kutch To Bolo Dil Lena Khel Hai Dildar Ka Pari Ho Aasmani Tum