[A]  [B]  [C]  [D]  [E]  [F]  [G]  [H]  [I]  [J]  [K]  [L]  [M]  [N]  [O]  [P]  [Q]  [R]  [S]  [T]  [U]  [V]  [W]  [X]  [Y]  [Z] 
Home   | Browse Movies/Albums   | Popular   | Top Rated   |Latest Songs   | Hindi Lyrics by Category    | Hindi Lyrics by Title   | Hindi Lyrics by Singer
 
ZINDA
Haay qurbaan jaaun lyrics
»Send these lyrics to friend
»Printer friendly version



Rating:5.41/10 (49votes)
Haay qurbaan jaaun lyrics
 
ZINDA (104 views)
Hindi Song Title: Haay Qurbaan Jaaun
Hindi Movie/Album Name: ZINDAGI
Singer(s): MOH. RAFI


Hindi Lyrics:
pehle mile the sapanon mein, aur aaj saamne paaya 
haai qurbaan jaau 
tum sang jeevan aaise katega jaise dhoop-sang chhaaya 
haay qurbaan jaau

aai saanvali haseena dil mera toone cheena 
madhosh manzilon par toone sikhaaya jeena 
ek jhalak se mera muqaddar toone aaj chamkaaya 
haai qurbaan jaau ... 

zulfein jo munh pe daalo to din mein shaam kar do 
aur benakaab niklo to qatl-e-aam kar do 
vo hi bachega jisko milega tere pyaar ka saaya 
haay qurbaan jaau ... 

gar jhoomke chalo tum aye jaan-e-zindagaani 
patthar ka bhi kaleja ho jaaye paani-paani 
gore badan par kaala aanchal aur rang le aaya 
haay qurbaan jaau ... 
Rate lyrics:
1 2 3 4 5 6 7 8 9 10


More ZINDA lyrics
Aage Aage Tum Meri Dhoop Hai Tu Rabbi Zindaggi Rocks
Dil lagaakar hum ye samjhe Hamaara Kya Hai Abhi Toh Saji Hain Ghoongharava Mora Cham Cham
Haay Qurbaan Jaaun Ham Pyar Ka Sauda Hamne jafa na seekhi Hum Ne Jafa Na Sekhi
Muskura Laadle Muskura Humko Chhoone Paas Aaiye Hadh Ko Adab Ko Todd Ke Ek Din Fursat Mein
Ek Maasoom Saa Chehraa - I Ek Maasoom Saa Chehraa - II Iqaraar Ho Na Jaaye Mera Saajan Aa Gaya